Khushi chehre se hat nahi payegi,
Ronak chehre ki kuch aisi chhayegi..
Gulaal hoga har kisi ke haatho mein,
Or sabki baari bheegne ki bhi ayegi..!
Har taraf masti ki leher aayegi,
Paani ki to bauchhar ki jayegi..
Chhoda na jayega kisi ko bhi,
Rango se aise holi kheli jayegi..!
Mithaiyan or gujiya bhi aengi,
Khushi ke mauke par char-chaand lagaengi..
Chehre par hansi kisi ke nahi thamegi,
Jashn me doobi duniya ab nahi rukegi..!
Happy Holi to everyone..
Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,
Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se
bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna
hai hamaari.
"LAL" aapke galon ke liye,
"GOLDAN" aapke balon ke liye,
"NILA" aapki aankhon ke liye,
"PILA" aapke honton ke liye,
"GULABI" sapno ke liye,
"SAFED" aapke man ke liye,
"HARA" aapke jiwan ke liye,
"HOLI" ke in saath "RANGON"
Ke saath aapki "ZINDGI"
Rangeen ho....
Wish u "HAPPY HOLI"....
IN ADVANCE.
Mausam ki bahar acchi ho!
phulon ki kaliyan kacchi ho!
Hamari yeh dosti sacchi ho!
Bhagwan bus ek duwa hai ki,
mere dost ka har tyohar accha ho!
aour har tyoharoki rango ki bahar ho...
"HAPPY HOLI"
Tum bhi Jhoomo masti mein,
Hum bhi jhoome masti mein,
Shor hua saari basti mein..
Jhoomein sab holi ki Masti mein..
Mubaarak ho HOLI bheegi masti Mein!
Phool khilte rahein zindagi ki rah mei,
Hasi chamakti rahi aap ki nigaah mei,
Kadam kadam par mile khusi ki bhaar aapko,
Dil deta hai yehi dua baar baar aaapko….`
:surfer:♀:surfer::surfer:♀:surfer::surfer:♀:surfer::skier::snowboarder::skier::snowboarder::skier::snowboarder::circus_tent::circus_tent::circus_tent::circus_tent::circus_tent::circus_tent::gun::gun::gun::gun::gun::gun: :sparkling_heart:लाल रंग आपके गालों के लिए,:sparkling_heart: :new_moon:काला रंग आपके बालों के लिए,:new_moon: :cyclone:नीला रंग आपकी आँखों के लिए,:cyclone: :yellow_heart:पीला रंग आपके हाथों के लिए,:yellow_heart: :gift_heart:गुलाबी रंग आपके सपनो के लिए,:gift_heart: :purple_heart:हरा रंग आपके जीवन के लिए,:purple_heart: :rainbow:होली के इन सात रंगो के साथ,:rainbow: :family:आपके पूरे परिवार को,:family: :confetti_ball:रंग बिरंगी शुभकामनाएं!:tada: :sparkler:हैप्पी होली !:fireworks: нαppy нolι αdvαɴce 2017.
Khushi ke is pal mein ye dil bas muskuraye
Har gum bhula ke pyar bhare sapne sajaye
In hasin palo ki khushboo is dil ko bahut bhaye
Shaayad in palo ka sangam hi jannat kehlaye...
Happy Holi 2012.
May the joy, cheer, Mirth and merriment Of this divine festival Surround you forever. May the happiness, That this season brings Brighten your life And, hope the year Brings you luck and Fulfills all your dearest dreams! Happy Holi …..
रंगों के त्यौहार में, सभी रंगों की हो भरमार; ढेर सारी खुशियों से भरा हो आपका संसार; यही दुआ है हमारी भगवान से हर बार; मुबारक हो आपको होली:fire: का यह त्यौहार। होली मुबारक!:fire::fire::fire:
Apko Paa Kar Ab Khona Nahi Chahate.
Itna Khoosh Ho Kar Ab Rona Nahi Chahate.
Yeh Aalam Hai Hamara Aapki Judaai Ka.
Aankho Mein Neend Hai Magar Sona Nahi Chahate.
Holi 2014 par Bhi Jaag raha hu aapke pyaar main***