Maa Ki Araadhna Ka Ye Parv Hai Maa
Ke Nau Rupon Ki Bhakti Ka Parv
Hai Bigde Kaam Banaane Ka
Parv Hai Bhakti Ka Diya Dil Me
Jalaane Ka Parv Hai Happy Navratri!
Meri Hasi Ka Hisab Kaun Karega,
Meri Galti Ko Maaf Kaunkarega,
Ae Khuda Mere Sabhi Dostoko Salamat
Rakhna...
Warna Navratri Me "Lungi"dance Kaun
Karega...!!!
In aaakhon se sada Maa ko dekhu,
In kano se Maa ko sunu,
Ye haath Maa ke charno ki dhul ko sada chue,
Ye paaon sada Maa ke darbar ko hi jaye,
Sada maa ka beta bana rahu.
Maa har saal Navratra pe milne aaye.
Happy Navratri sweet
Humko Tha Intazar Wo Ghadi Aa Gai,
Hokar Singh Par Sawar Mata Rani Aa Gai,
Hogi Ab Mann Ki Har Muraad Puri...
Harne Ab Saare Dukh Mata Dware Aa Gai.
Happy Navratri