Navraat hai puja sankalp ki,
Atma-Shakti ki,
Kabhi na Haar manane wali
Pravarti ki,
Nirasha me asha ki kiran ki..
Apnakar Navraat ko safal banaye,
Wish you Happy Navratri.
Aaya Hai Ma Durga Ji Ka Tyohar, Laya
Apke Jivan Me Khushiyon Ki Bahar,
Sada Bani Rhe Aap Pe Ma Sherawali
Ka Ashirwad, Mubarak Ho Aapko
Navratri Ka Tyohar! Happy Navratri All.
Jab Se Tere Dar Pe Aaya,
Maa Tune Mere Bhagya Ko Fhera.
Chahe Tu Apna Maan Na Maan,
Par Main Tera Hun Tera.
Maa Main Tera Hun Tera..
Maa Main Tera Hu..
!! Jai Mata Ji !!
Hey! Maa ambe apne bhakto par apna hath rakhana,
NAVARATRA ke subha din par hum sub apki sharno me rahe or
is 9 dino tak apki seva puja or bhakti kare.
JAI MATA DI!
Durga Ashtami Ke Roop Mein Kya
Mangu Mein Maa Se Mujhe Hai
Sab Kuch Mila Arey Khushkismat
Hoon Mein Jo Mujhe Durga
Ashtami Ke Roop Mein, Maa Durga
Ki Aaradhna Krne Ka Moka Mila.
Burai Par Acchai Ki Jeet!
Dusshera Lata Hai Ek Ummed.
Ravan Ki Tarah Hamare Dukhon Ka Ant Ho,
Ek Nai Shuruat Ho Ek Naye Savere Ka Saath
"HAPPY" "DUSSHERA"