Saara Jahan Hain Jiski Sharan Me.
Naman Hain Us MAA Ke Charan Me,
Hum hai us MAA Ke Charno Ki Dhul,
Aao Mil Kar Chadaaye Shrradha Ke **Phul**.
JAI MATA DI
Humko Tha Intazar Wo Ghadi Aa Gai,
Hokar Singh Par Sawar Mata Rani Aa Gai,
Hogi Ab Mann Ki Har Muraad Puri...
Harne Ab Saare Dukh Mata Dware Aa Gai.
Happy Navratri
Navraat hai puja sankalp ki,
Atma-Shakti ki,
Kabhi na Haar manane wali Pravarti ki,
Nirasha me asha ki kiran ki..
Apnakar Navraat ko safal banaye,
Wish you Happy Navratri.
The most beautiful bleassing that I wish for you,
May the Worstday of your future be batter,
Than the bestday of your Past.
Happy Navratra dear all of you
N = Nav Chetna
A = Akhand Jyoti
V = Vighna Nashak
R = Ratjageshwari
A = Anand Dayi
T = Trikal Darshi
R = Rakhan Karti
A = Anand Mayi Maa
May Nav Durga bless you always.
Wish you and your family a very Happy Navratri!
jab anna Desh badal sakte hai, india worldcup jeet sakta hai,pappu paas ho sakta hai,munni badnam ho sakti hai,shila jawan ho sakti hai, 12 mahine me 12 tarike se pyaar ho sakte hai to me apako 1 din pahele Happy navratri wish nahi kar sakti kya?..