Lal rang ki Chunri se Saja MAA ka Drbar,
Harshit Hua Man, Pulkit Hua Sansaar,
Nannhe-Nannhe Kadmo Se MAA Aaye Apke Dwaar,
Mubaarak Ho Apko NAVRATRI Ka Tyohar
RAVAN ki Barsi aane wali hai Un ki YAD
me plz Ye SMS kam se kam kisi 1
RAAKSHAS ya 1 BHOOtni ko zaroor
SEND kare Maine apna Farz pura kr
dia JAI LANKESH
Khushiya aur apka janam janam ka sath ho,
har kisi ki juban par apke hasi ki baat ho,
jeevan me koi musibat aaye bhi to apke sar par Maa Durga ka hath ho.
Happy Durga Astami.
~जय माता दी~
Khushian Ho Overflow,
Masti Kabhi Na Ho Low,
Apnonka Surur Chaya Rahe,
Dil Me Bhari Maya Rahe,
Shohrat Ki Ho Bauchhar,
Aisa Aaye Aapke Liye Dandia Ka teyohar,
Happy Durga Puja
Abhi domino’s pizza se call aayi thi
ki aap bahut dino se aaye nahi..
Saalon ko bahut sunaya..
Haramkhoro ne poori navrartri..
ek se ek pizza ki photo bheji mail box me..!!
Meri Hasi ka Hisab kaun karega,
Meri Galti ko Maaf kaun karega,
Ae Khuda mere sabhi Dosto ko Salamat rakhna...
Warna Navratri me "Lungi" Dance kaun karega...!!!
Jai Maa Durge!
Jai Maa Ambe!
Jai Maa Jagdambe!
Jai Maa Bhawani!
Jai Maa Sheetla!
Jai Maa Vaishno!
Jai Maa Chandi!
Mata Rani meri aur apki manokamna puri
karey
Jai Mata di!
Jab Se Tere Dar Pe Aaya,
Maa Tune Mere Bhagya Ko Fhera.
Chahe Tu Apna Maan Na Maan,
Par Main Tera Hun Tera.
Maa Main Tera Hun Tera..
Maa Main Tera Hu..
!! Jai Mata Ji !!