Saara Jahan Hain Jiski Sharan Me.
Naman Hain Us MAA Ke Charan Me,
Hum hai us MAA Ke Charno Ki Dhul,
Aao Mil Kar Chadaaye Shrradha Ke **Phul**.
JAI MATA DI
माता जिनको याद
करे वोह लोग निराले
होते हैं…माता
जिनको नाम पुकारे
किस्मत वाले होते
हैं…चलो बुलावा
आया है माता ने
बुलाया है…जय
माता दी…
जय माँ अम्बे
जय माँ वैष्णो
देवी..पहाडा
वाली..ज्योता
वाली॥
jitne bhi hai jaha pe, unhi ke lal hai
sare,
unke hi isaro pe chalte, ye chand aur
tare.
pal bhar ke liye hi sahi maa ko yaad
kijiye,
hogi puri tamanna jara fariyad kijiye.
Subh Navratri
*hum sabko jeevan ki seekh deta rahey
Ramji ki mahima
Sita maa ka dhairya
Lakshmana ji ka tej aur
Bharat ji ka tyaag
hum sabko jeevan ki seekh deta rahey.
Happy Sharad Navratri 2013
Navraat hai puja sankalp ki,
Atma-Shakti ki,
Kabhi na Haar manane wali
Pravarti ki,
Nirasha me asha ki kiran ki..
Apnakar Navraat ko safal banaye,
Wish you Happy Navratri.
Abhi domino’s pizza se call aayi thi
ki aap bahut dino se aaye nahi..
Saalon ko bahut sunaya..
Haramkhoro ne poori navrartri..
ek se ek pizza ki photo bheji mail box me..!!
Maa Durga Aapko Apni 9 Bhujaao Se:
1. Bal
2. Buddhi
3. Aishwarya
4. Sukh
5. Swasthya
6. Daulat
7. Abhijeet
8. Nirbhikata
9. Sampannata Pradan Kare.
JAI MATA DI