sajaa darwar hai or ek jyoti jagmagayi hai
naseeb jagega un jagran karane walo ka
naseeb jagega jagran me aane walo ka
wo dekho mandir me meri maat muskarayi hai
HAPPY NAVRATRI
In Aaakhon Se Sada Maa Ko Dekhu, In
Kano Se Maa Ko Sunu, Ye Haath Maa Ke
Charno Ki Dhul Ko Sada Chue, Ye Paaon
Sada Maa Ke Darbar Ko Hi Jaye, Sada
Maa Ka Beta Bana Rahu. Maa Har Saal
Navratra Pe Milne Aaye. Happy Navratri.
Ambe hai tu jagdambe kali,
Jay durge khappar wali!
Teri hi gun gawe bharati,
Woh maiya hum sab utare teri aarati!
Charan saran mein khande tumhari,
Le puja ke thali!
Barad hast sar par rakh do,
Maa sankat harne wali
Dandiya Raas And Lot Of Fun The
Festivities Of Navratri Have
Begun May You Be Blessed With
Peace And Love By Maa Durga
From Heaven Above Happy Navratri.
माँ दुर्गा हमे सर्व श्रेष्ठ बंनने का साहस,
इच्छा, धैर्य प्रदान करे...
माँ की असीम क्रिपा हम पर सदा बनी
रहे..!!
आप सभी को नवरात्री की हार्दिक
शुभक्मनाएँ..
Aaya hai Maa Durga ka tyohar
Maa aap aur aapke parivar
par sada apni kripa banaye rakhe .
Yahi hai dua hamari.
Aapko Navaratri ke pawan avsar par
bahut badhai ho.
Maa Durga Aapko Apni 9 Bhujaao Se:
1. Bal
2. Buddhi
3. Aishwarya
4. Sukh
5. Swasthya
6. Daulat
7. Abhijeet
8. Nirbhikata
9. Sampannata Pradan Kare.
JAI MATA DI
Saara Jahan Hain Jiski Sharan Me.
Naman Hain Us MAA Ke
Charan Me,
Hum hai us MAA Ke Charno Ki Dhul
Aao Mil Kar Chadaaye
Shrradha Ke **Phul**.
JAI MATA DI..
Happy Navratri.
Durga Ashtami ke roop
mein
Kya mangu mein maa se
mujhe hai sab kuch mila
Arey khushkismat hoon
mein jo mujhe
Durga Ashtami ke roop
mein
Maa Durga ki aaradhna
krne ka moka mila