Aaj kuch ghabraye se lagte ho,
Thand mein kampkapaye se lagte ho...
Nikhar kar aayi hai surat aapki,
Bahut dino baad nahaye se lagte ho...
Good Morning...
Fulon ki wadi me ho basera apka,
sitaron k aangan me ho ghar apka,
dua hai ek dost ki,
ek dost ko....
Ki sare jahan se khubsurat ho savera apka..
Good morning.
Subha-Subha ek paigam dena hai,
aap ko subha ka salaam dena hai,
gujre sara din aapka khushiyo me,
aap ki subha ko khubsurat sa naam dena hai...
GooD MrnG.
Aap na hotay to hum kho gaye hotay,
Apni zindagi se ruswa ho gaye hotay,
Yeh to aap ko Good Morning k kehnay k liye
uthay hain,
Warna hum to abhi bhi soo rahay hotay.
Good Morning
If We All Could Be A True Friend To Someone, Praying And Encouraging One Person Somehow, That's A First Step In Being Part Of Making The World A Better Place.
ए “सुबह ” तुम जब भी आना, सब के लिए बस "खुशियाँ" लाना. हर चेहरे पर “हंसी ” सजाना, हर आँगन मैं “फूल ” खिलाना. जो “रोये ” हैं इन्हें हँसाना. जो “रूठे ” हैं इन्हें मनाना, जो “बिछड़े” हैं तुम इन्हें मिलाना. प्यारी “सुबह ” तुम जब भी आना, सब के लिए बस “खुशिया ”ही लाना.
A sweet friend like you is,
Hard to find,
Difficult to lose,
And
impossible to forget
whether
near or far
you ll remain in my heart forever.
Happy morning!!
Naye Din Ki Nai Subha Ka Naya Naya
Andaaz
Saare Din Ki Jholi Me Kuchh Chhupe
Hue Hain Raaz
Tujhko Mujhko Har Kisi Ko Milna Hai
Kuchh Aaj
To Aao Yaaron Khushi Khushi Kar Len
Din Ka Aaghaaz…....very gud morning
Is pyari si subah mein,
pyare se mausam mein,
pyari si koyal ki awaaz,
pyari si hawaaon mein,
sabse pyare insaan,
aur sabse pyare dost ko meri taraf say Good Morning ka paigham:)