यह नहीँ कि मेरे संदेश के बिना आपका सूर्योदय नहीँ होता है, बात ये है कि आप जैसे अनमोल लोगो को याद किए बिना मेरा दिन शुभ नहीँ होता है ???? आपका दिन मंगलमय हो ।
Good Morning::::
Aaj Ki Bhavisyavani:::-
Aap Ab Tak Uthe Nai Hai Or
Aap Ko Msg Kar K Gm Wish Kar Diya Hai,
Jab Aap Uthenge To Msg Padhenge Or
Muskuraenge But But Msg Nai Karenge
Qk Aap Ne Msg Pack Ni Dalwaya Hoga..!!
But Koi Nai Dil Se Wish Kar Dena,
Hum Tak Pahuch Jaega Apka Msg...!!!!
Isi Ke Sath Aaj K Lie Bas Itna Hi.
Aapka Din Subh Or Mangalmay Ho..!!
Uth kr dekhiye
subha ka NZARA
Hawa b hai thndi
mosam b hai
PYARA
So gya chand aur
chup gya hr 1
SITARA
Qubul ho ap ko Salam-e-subah
HMARA.
Good morning...
Subha-Subha ek paigam dena hai,
aap ko subha ka salaam dena hai,
gujre sara din aapka khushiyo me,
aap ki subha ko khubsurat sa naam dena hai..
.
GooD MrnG.
Aakash Ke Taaro Me Khoya Hai Jaha Sara,
Lagta Hai Yaha Pyara Ek Ek Tara,
Unn Taaro Me Sabse Pyara Hai Ek Sitara,
Jo Is Waqt Pad Raha Hai Sms Hamara.
Good Morning
ऐ सूरज मेरे अपनों को यह पैगाम देना;
खुशियों का दिन हँसी की शाम देना;
जब कोई पढे प्यार से मेरे इस पैगाम को;
तो उन को चेहरे पर प्यारी सी मुस्कान देना।
सुप्रभात!
Naya Din aaye banke Ujala,
Khul Jaye Aap ki Kissmat Ka Tala,
Hamesha Aap Par Rahe Meherban Upar Wala,
Yahi Dua Karta Hai Apka Yeh Chahne Wala.
Good Morning.