Bahut Bahut Mubark H Ye Samaa,
Bahut khubsurat Lag Raha hai Jahan,
Aapse Door Hu Sweekariye Ye Sandesh,
Aapke Janamdin Se Saja H ye Sara Jahan.
Happy Birthday
Khuda kaise karoon shukriya iss din ke liye
Jis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liye
Naa jaane kyon main intezaar kar raha tha
Shayad janmdin hai tumhara iss liye
Meri har ek dua hai teri lambi umr ke liye
Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis k liye