SITARON Ko Bheja He Apko Sulane K Liye,
CHAND aaya He Lori sunany K Liye,
So Jaiye Mithe Khwabo Me,
Subah SURAJ Ko Bhejenge Apko Jagane K Lie.
GooD NIGHT
Dear Customer,
Your sleeping service has been activated.
Now enjoy unlimited sweet dreams browsing on ur bed.
Dreams to Dreams FREE.
Validity: 8 hrs
GOOD NIGHT...
Sweet Dreams...
Take Care...
Chand Taaro Se Raat Jagmagane Lagi,
Phoolon Ki Khushbu Se Duniya Mehkane Lagi,
Ab Soo Bhi Jaao Raat Ho Gayi Hai Kaafi,
Neendiya Bhi Aapko Dekhne Hai Aane Lagi.
sabhi kehte hain
schhe rishtey me Thanks aur Sorry ki jagah nahin honi chahiye..
.
.
par haqeeqt toh ye hai ki rishtey,
inhi do words se hmesha atut bane rahtey hain GN
Tere Bina Kaise Meri Guzarengi Ye Raatein,
Tanhai Ka Gam Kaise Sahengi Ye Raatein,
Bohat Lambi Hai Ye Ghadiyan Intezaar Ki,
Karwat Badal-Badal Kar Katengi Ye Raatein.
उसकी याद हमें बेचैन बना जाती हैं,
हर जगह हमें उसकी सूरत नज़र आती हैं,
कैसा हाल किया हैं मेरा आपके प्यार ने,
नींद भी आती हैं तो आँखे बुरा मान जाती हैं.
Good Night...Dear..Friend
Aap Jo So Gye To Khwab Hmara Ayega
1 Pyari Si Muskaan Apke Chehre Per Layega
Khidki Darwaje Dil K Khol Kr Sona
Warna Ap Hi Batao Hmara
Khwab Kha Se Aayega.
Good Night..