• Categories
  • Love Story SMS   260
  • Duniya ke 7 such 1) Aap apni ankho pe sabun nahi laga sakte. 2) Aap apne baal nahi gin sakte. 3) Aap saans nahi le sakte jab aapki jeeb bahar ho. 4) Aapne abhi abhi point 3 try kiya hey. 5) Aapko laga ki aap point 3 kar sakte ho.lakin aap sirf ek dog ki tarha lag rahe the. 6) Ab aap muskura rahe ho kyoki aap dog ke saath ullu bhi ban gay. 7) Ab aap soch rahe ho ki apna gussa kisko share karke nikalu. Always Happy...
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Saamnay Manzil Thi, Peechay thi Awaz Us Ki ,, "Rukty Tu Safar Jata, Chalty Tu Bicharr Jaty,, "Manzil Ki Bi Hasrat Thi, Or Us Sy Mohabbat Bi,, "Ay Dil Ye Bta Mujh Ko, Us Waqt Main Kidr Jata,, "Muddat Ka Safar Bi Tha, Or Barson Ki Shanasai Bi,, "Rukty Tu Bikhar Jaty, Chalty To uljh Jaty. lagi piyas ghzab ki thi pani mein bi zehar tha "peety bi tu marr jata _na peety tu bi marr jaty..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Ek Ladke Ne Apne Class Ki Ek Ladki Ko Prapose Kiya Aur Wo Raji Ho Gai. Ladka Aksar Kaha Karta Tha Ki Me Bina Dil Ke Ji Raha Hu Kyu Ki Mera Dil Tere Paas He. Kuchh Dino Baad Ladke Ne Apna Irada Change Kar Diya Aur Ladki Se Kaha Ki Me Tumse Shadi Nahi Kar Sakta Mere Perents Ki Khushi Hi Meri Khushi He. Ladke Ne Kaha Hum Hamesa Dost Hi Rahenge Aur Ladki Maan Gai. Kuchh Dino Baad Ladke Ki Shadi Hui To Us Ladki Ne Use "GIFT" Bheja Ladke Ne Gift Kholte Hi Rona Chalu Kar Diya... Kyu Ki "Gift Me Ladki Ka Dil Tha, Wo Bhi Khun Se Lathpath" Aur Ladki Ne Likha Tha: "Arey Pagal Tumhara Dil To Mere Paas Tha Use Bhijva Rahi Hu, Apni Wife Ko Kya Doge?" "ITs LovE" From kevin.doru
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Chalo Tum Chor Do Mujh Ko Main Wapis Loot Jata Hoon!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Tumhain Manzil Mubarak Ho Nai Rahein Mubarak Hoon !♥ ♥ ♥ Magar Phir Ae Mere Humdum Mujhe Itna To Btla Do!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ K Wapis Kiss TarafJoun Kahan Se Sath Lai Thay!♥ ♥ ♥ !♥ ♥♥ Mujhe Itna To Smjha Do Agar Aisa Nahi Mumkin!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ To Mujh Ko Is Trha Toro K Mai Yaksar Bikhar Joun!♥♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Bhatakne Se To Behter Hai Tumhary Pass Mar Joun
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Ek bar ek ladka roj ek ladki ke ghar ke bahar jata or beath jata .ensa 1year tak chalta raha jab ladki ko laga ki ye mere se sachha pyar karta hea to ladki ne puchha tum yanha kyo khade rahte ho. To ladka bola bhan tumhare vai fai me passworld nahi tha to me use estmal karne aata hun.
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Rj: Raat Bhar Royi Tum, Dukhi Ho Gayi Na Mere Ishq Me, Arohi: Nhi, Aise Hi Ro Rhi Thi Tumhari Yaad Me. Rj : Pr Me To Yahi Hu Arohi: Aise Hi Rahoge Na Mere Paas Rj: Yehi Kehne Aya Tha Tmhe. K Ab Tmhe Jitna Rona H Ro Lo, Tmhare Rone K Din Ab Gaye, Me Y Sb Chor DuGa Arohi, Me Nya Bn JauGa Tmhare Liye Dekhna Sb Thik Ho JayeGa, Me B Tum B Madad KroGi Na Meri? Arohi: Kabhi Naa Kaha Hai? Rj: Nahi Bhula Dena Mujhe H Alvida Tujhe Tujhe Jina H Mere Bina.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Do pal . Aaj wo mere satha auto me gae par pure raste meri or uski koi bat nahi hui wo mere hi pas thi par mere pas hi bolne ke liye kuchh nahi tha Auto me ek pal es tha jab mene kuchh bolne ki kosis ki par chup hi reha gaya . Wo auto se chali gae or me apni zindgi ke es pal ko Yaad kar ke apni zindgi ko kosta raha Or akele me ja kar apne ap ko bolta raha
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Hazaroon pal tumhare bin Na pucho kaise kaate hai, Kabhi yadein rulaati hai Kabhi mausam satate hai, Usey keh do hum aayen hai Humein mayus na karna, Humara maan rakh lena Humein wapis nahi jana, Humein dil mai basa lena Humein apna bana lena, Bohat roothe huye dil se Bohat rootha nahi karte, Mohabbat toh Ibadat hai Iisy ruswa nahi karte, Zamane se chupate hai Kabhi charcha nahi karte...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • 14 saal ke ladke ko, 10 saal ki khubsurat ladki ki photo raste mein mili, aur us ladke ko ladki se pyar ho gya. uska us ladki k liye pyar dhire-2 badne lga. wo us ladki se bhut pyar karne lga. Lekin wo ladka us ladki ko kbi nahi pa ska. Kuch saal bad. Uski wife ne wo photo dekha aur pucha: tumhe ye photo kha se mila? ladke ne pucha kyun? Ladki boli: meri photo kho gya thi jab mein 10 saal ki thi.. * Ramesh *
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Sani>ek ladki ko love storyes likhna pasand tha kajal>ek ladke ko story padhna pasand tha sani>ladki sufi thi kajal>ladka b sufi tha sani>ladki ne ek din ladke ko leave kar diya or ladka bimar rehne lga kajal>magar ladki ko ladke ki halat pta nhi thi sani>or ladka mar gya ladki udas ho gayi or rone lagi kajal>ladki ke sapne me ladka aaya or unki shadi ho gayi fir ladki kbi kisi se pyar na kar paayi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Tum HaQeeQat Nahi Ho Hasrat Ho. Jo M!Lay khuwab Main Wo DoLat Ho. Main Tumaray Hi Dam Se Zinda Hon. Mar Hi Jaon Jo Tum Se Fursat Ho. Tum Ho khushbu k khuwabki khushbu. Or Itnay Hi Be Muravat Ho. kis Tarah Chor Dain Tumay Jana. Tum Meri Zindgi ki Adat Ho. kis Liye Dekhti Ho Aaina. Tum To khud Se Bhi khoobsorat Ho. Dastan khatam Honay WaliHai. Tum Meri Aakhri Muhabbat Ho...
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Ek chidiya ko safed gulab se pyaar ho gaya, usne gulab ko propose kiya, gulab ne jawab diya ki jis din main lal ho jaunga us din main tumse pyaar karunga, jawab sunke chidiya gulab ke aas-pass katon mein lotne lagi aur uske khun se gulab lal ho gaya, ye dekhke gulab ne bhi usse kaha ki wo usse pyaar karta hai par tab tak chidiya mar chuki thi. isiliye kaha gaya hai ki sacche pyaar ka kabhi inthaan nahi lena chahiye!
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • 1 ldki jo pyr ko shayd smjhti b na thi use 1 ldke se pyr hogya wo 2no 1 dusre se bht pyr krne lge lekin 1din aisa hua dono ka milna or bate krna bnd ho gya vo ldki us ldke k yad me roti rhti or God se pray krti 1 bar muje usse mila do. 1 din god ne usse bola:- jis din ye msg sbi pyr krne walo ko mil jyega us din tera pyar tere sath hoga or jo isko rokega usko uska pyr kbi nhi milega. Snd dis to 10 ppl.apko pyar ki ksm.
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Bacha:- Bhagwan Kare Teacher Ki Zuban Cut Jaye. Roz Roz Dant Ti Hai. Next Day Zuban Cut Gai.. Bacha :- Bhagwan Kare Master Ka Hath Toot Jaye. Tang Krta Hai. Bahut Marta Hai. Next Day Hath Toot Jata Hai... Bacha :- Bhagwan Mere Baap Ko Utha Le. Bahut Marte Hai. Next Day Baap Ghar Aate Hain, Bacha :- Papa Aapko Kuch Nahi Hua? Baap :- Nahi Kyo Bacha :- Maa Kahan Hain.? Baap :- Pados Me Sharma Uncle Ki Death Ho Gai Hai, Wahan Gayi Hain. By - prabinbedeti108
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Unki kami se dil mera udas hai, Par hame to aaj bhi unke milne ki aas hai. Zakham nahi hai par dard ka ehsas hai, Aisa lagta hai dil ka ek tukda aajbhi unke pass hai. Kabhi to lautayenge vo mere dil ka yetukda, Hame to aaj bhi iski aas hai. Aadhe dil se kese jiya jata hai, Kya kisi ko iska bhi ehsas hai. Vo to mast hai apni duniya me khusi se, Tanha to hum ho gaye yahan khud hi se. Kya hamare dard ka bhi unhe ehsas hai, Aise lagta hai hamara dil ka ek tukada aaj bhi unke pass hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • ♥1 PiyaR KI KahanI♥ ""-"-"-"-"-"-"-"-"-"-"-"-"" Ek Parinda Safed Phool Se Pyar Kar Betha! Kafi Din Bad Parinde Ne Phool Ko Prpose Kia..! Phool Ne Kaha Jab Me Safed Se Lal Ban Jaoga..! Tab Tumse Pyaar Karonga....! Parinde Ne Apni Chonch Se Apna Pet Kat Dia. "OR" Sara Khoon Phool K Upar Ja gira...! Phool Safed Se Lal Ho Gaya.... "OR" Phool Ko Parinde Se Pyar Ho Gaya...! Par Aafsoos Parinda Zinda Nahi Raha...! ♥YeH H SachA PiyaR♥ By- OR Dhandhal♥♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Ek bacha Ice-Cream shop pe gaya aur pucha: Ke bada cup kitny ka hai? Waiter ne jawab diya: Rs.15 ka. Bachche ne apne paise gine aur pucha: Chota cup kitny ka hai? Waiter: Rs.12 ka. Bachche ne chota cup kharida aur 12 rupe kar chala gaya. Jab waiter uski table se khali cup uthane aaya to.. ye dekh kar uski ankhen num hogai ke.. bachche ne 3 rupe tip us waiter ke liye chor diye the. LESSON: Apni choti khushi bhool kar ke aap dusron ko badi khushi de sakte hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Kehte Hain 1000 Saal Pehle Husn aur Mohabbat Aapas Mein Dost The. . . Ek Raat Dono Saath Baithe The. . . Ke Itne Me Chaand NikaL Aaya. . . Mohabbat Ne Chaand Ki Tareef Kardi. . . Yeh Baat Husn Ko Nagawaar Guzri. . . Uss Ne Mohabbat Ki Aankhen Nocch Li. . . Bas Uss Din Se Mohabbat Andhi. . . "aur" Husn Zaalim Ho Gaya Hai.......! ORD♣
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • Mujhse kaha ishwar ne mat kr intjar Is janam me uska milna namumkin hai. Maine kha agle janam me to mumkin hai. Usne kha pachtayega. Maine kha dekhte hai, Tu meri rooh ko kitna tadpayega. Usne kha chod use, Chal tujhe jannat ki sair karata hu, Maine kha aa dekh mere yar ka Muskurata hua chehra tujhe jannat zamin par najar ayegi, Til milakar usne kha, Mat bhul ki tu hai to ek insan, Maine kha mila de mujhe mere pyar se Aur sabit kr ki tu hai bhagwan..
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS
  • My short real story Do char din ki zindagi jiye ja raha tha akelepn ki achank ek ladki ne mera hath thamne ki guzarish ki pyar ko dil me jagakr mujhe ek khushi ki nayi zindagi di achank se kuch majburi me usne beech sahar me mera sath chod diya aur wo lautkar chali gai phir wo na mili na bat hui dil me aisi jagah banakr phir chale jana kitna dard hota hai aj bhi uske ane ki raah dekh raha shayd isiliye kisi se dil lagane ki iccha nI karti tere bina zindagi meri adhuri hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Story SMS