:grinning::grinning::grinning: परिक्षा के :speak_no_evil:20 दीन और ज़ियो के भी :hear_no_evil:30 ही दीन अब लोचा ये है की क्या करे ?:monkey: फोकट का:calling: नेट चलाये या :money_with_wings:पैसे की किताबे पडे!:joy::grin::wink::smiley::grinning::smile::grinning::sweat_smile::grin::grin::grin::grin::joy::heart_eyes::kissing_heart:
naukar - sahab aapka kutta to admi jaisa dikhta hai..
kya khilate ho? sahab - kamine ye kutta nahi h.
mera beta h CA kar rha h.
abhi exam chal rahe hai..
Bhagwan ka diya sab kuch hai…
Books hai
Notes hai
Time hai
aur dimag to itna hai ke
jab chahe padh ke TOP kar sakte hai!
Bas 1 hi bat ki kami hai..
‘Mood’
Salaa banta hi nahi.
Raat ko kitab meri mujhe dekhty rhee.
neend mujhe apni orr khenchti rhee.
Neend ka jhonka mera mann moh gayaa.
Aur aik raat phir yeh genious bina parhe so gaya
khud par Sabse Jyada proud kab hota hai ?
.
.
.
.
.
Jab usko Exam mein kuch na aata ho,
Aur pichhe se teacher aake kahe,
?
?
?
?
?
?
Copy chhupa lo Pichhe wala dekh raha hai….
Kasam se seena chaura ho jata hai
7 things Students do during Exams preparation:
1) Sleeping.
2) Eating.
3) Sms.
4) Watch Movies.
5) Chat with Friendz.
6) Dream Of Touching Books.
7) Asking Others "Kuch Padha Kya"..