कभी रो के मुस्कुराए , कभी मुस्कुरा के रोए,
जब भी तेरी याद आई तुझे भुला के रोए,
एक तेरा ही तो नाम था जिसे हज़ार बार लिखा,
जितना लिख के खुश हुए उस से ज़यादा मिटा के रोए
Har ek muskurahat muskaan nahi hoti,
nafrat ho ya mohabbat asaan nahi hoti,
ansoo gham ke aur khushi ke ek jaise hote hai,
inki pehchan asaan nahi hoti
“ WOH ISHQ ”
Woh ishq jo hum us se karte the
Woh ishq to zinda aaj bhi hai
Tum door hue majboori main
Hum toot gaye is doori main
Kabhi waqt mile to aajana
Khula Dil ka darwaza aaj bhi hai
Geele kagaz ki tarah hai zindgi apni,
Koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi.
Is kadar akele ho gaye hai hum ajkal,
Koi satata bhi nahi koi manata bhi nahi.