Aaj shma bujh gye hai.,
tera intzar m..
Ankho k asu sukh gy h
tera berukhi m..
Tu kya jane..,
ae hmdam
aaj hme pyar se ho gye apna jivan se aur v..
Ya mat sch hmea maut ka kauff hai..
Maut se drta kaun hai..
Hstae hstae ja kurba kr du..
Ae jaan.,
apki jaan to hmpa basi h..
To apko kaise chota puchn du...!
Pani ki boonde aasma se tpki
Esa lga kisi ke aanu mere kandho se gujrin
Phir yaad aaya unka
Ki ik roj o v sr rkh kr roe thin
Aur hm bs unke sr ko sehlate rhe
Zindagi Hamesha Kuchh Naya Dikhayegi
::
Kabhi Hasengi To Kabhi Rulayegi
::
Is Par Bharosa Mat Karna
::
Ye Zindagi Hai Na Jane,
::
Kis Mod Pe Akela Chhod Jayegi.
Anjaan Hai, Anjaan Hi Rahne Do,
Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do,
Kyoun Badnaam Karte Ho Humara Naam Leke,
Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do.
Wo yaaro ki mehfil, wo muskurate pal,
Dil se juda hai apna bita hua Kal,
Kabhi jindagi guzjarti thi Waqt bitane me,
Aaj waqt guzar jata hai chand kagaj ke note kamane me……
Duniya Ka Dastur....!
.
.
Jab Log Kisi Ko Pasand Karte ho
To Uski Buraiyan Bhul jate hai,
.
.
Aur Jab kisi Se Nafrat Karte Ho To
Uski acchaiyaa Bhul Jate Hai...!
Padhna likhna hai bekaar,
Kyonki,
Yahaan to hai mahazz digriyon ka sansaar,
Padhe likhe log yahan yunhi bemout mare jate hain,
Bina padhe likhe insaan yahan anchahe naukri paate hain,
Sari Babuon ko khush karke apni duniyaa sajate hain..!!
Chaand Sa Yeh Chehra Dekhne Ke Izazat De Do;
Mujhe Ye Shaam Sajane Kee Izazat De Do;
Mujhe Qaid Kar Lo Apne Ishq Mein Ya Fir;
Mujhe Ishq Karne Kee Izazat De Do!
Asmaan ki bulandiyo par naam ho Apka,
Chand ki dharti pe Muskan ho Apka,
Hum to rahte hai chhote se shahar me,
par khuda kare sara jahan ho Apka.,
@KRISHNA@