Must Read it carefully . . . .
Gareeb meelon chalta hai
Khana khane ke liye
Ameer meelo chalta hai
Khana pachane ke liye
Kisi ke paas khane ke liye ek waqt ki
Roti nahi hai
Kisi ke paas roti khane ke liye
Waqt nahi hai
Koi lachaar hai isi liye beemar hai
Koi beemar hai isi liye lachaar hai
Koi apno ke liye roti chor deta hai
Koi roti ke liye apno ko chor deta hai
Ye duniya bhi kitni nirali hai... :)
Kabhi waqt mile to soch kar dekhna :(..
मेरी तो आँखों से आंसू बह निकले जब :
संजय दत्त को 30 दिन की पैरोल मिलने की
ख़बर पढ़कर Mummy ने मुझसे कहा
"यह देखो आज कल
जेल से भी छुट्टी मिल जाती है,
पता नहीं
तुम कौन सी कंपनी में काम करते हो..
~•~ Dhadkan hamari tumse jo kahe,
Sanson ko bhi uski khabar na lage,
Bahut khubsurat hai yeh dosti ka rishta hamara,
Dua hai isey kisi ki nazar na lage.~•~
<<< Snehan >>>
Har kisi ko piyara banaya nahi jata.
Piyar wo rishta hai jo azmaya nahi jata.
Hath to mil jaty hain ajnabiyon sy.
Magr
Dil har kisi sy milaya nahi jata.
Ek wada kiya tha Ek wada nibhane ke liye
Ek dil diya tha Ek dil pane ke liye
Usne Mohbbat sikhadi aur kaha
Maine to pyaar kiya tha tumheaazmane ke liye…:-)amit shukla
saamne na ho to
tarasti hai aankhe,
yaad me teri
barasti hai
aankhei?.
mere liye nahi inke
liye hi aa jaao,
aap ka bepanaah
intezaar karti hain
aankhe?
Kaun kire dil me jagah deta hai. Pedh v sukhe patte niche gira deta hai. Wakif hai hum v duniya k riwajo se, dil bhar jaye to har koi thukra deta hai..