• Categories
  • Sad Story SMS   64
  • मेरे दिल कि आवाज है कि बिछडा यार मिलेगा, वो यार तेरी हर खुशी को गम मेँ मोड देगा, जिस मोड पर तुझे तेरा प्यार मिलेगा, मै तो क्या मुझसे भी, अच्छा एक नया दिलदार मिलेगा, आज नही तो कल तुझे, तेरा प्यार मिलेगा, दिल तो क्या दिलदार, भी तुझे तेरा साथ मिलेगा..!OR!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Interested LOVE STORY 1 LADKA 1 LADKi Aik Dusre Se Bahut MOHABBAT Karte The Bad Qismati Se LADKi Mar Gai Marne K Bad LADKi Ne LADKE Se Kaha: "Ek WADA Tha Tera Har WADAY K Peeche Tu Milega Mujhe Har Gali Har Darwaze K Peeche Par Tu Hi BEWAFA Nikla Ek Tu Hi Na Tha Mere JANAZE K Peechy ". LADKA BOLA: "Ek WADA Tha Mera Har WADAY K Peeche, Me Milunga Tujhe Har Gali Har Darwaze K Peeche, Par Tune mud K Bhi Na Dekha, Ek Or JANAZA Tha, Tere JANAZE K Peeche..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • wo kitabo ki dukan par jana , wo dekhane ke liye kitab ka kharidna, wo bas paise dete shamy use dekhate hi rahn ,wo raat ko sapn dekhan , wo aadhi raat ko utha kar baithan , wo school se bhag kar aana , wo bas din bhar unke bare me sochan , wo mammy ki bat sonae na padan , wo papa ki daat padan ,wo dosto ka chidn , wo khusurat ankhe , wo ek tarf pyer , wo mujhe na dekhan ,wo mere dil tutan , wo hamra rona , wo hamra barbad hona ,wo himat na karn
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • maine bhi kisi se bahot pyar kiya tha aur aaj bhi karta hu.uske har jhuth ko maaf karta raha kyoki usse bepanah pyar karta tha.har lamha bas ushi ke naam se bitta tha.kabhi kabhi uske jhuth se dil ko bahot dukh pahuchta tha par jaise hi wo samne aati mai sab bhul jata tha.mujhse pehle bhi uski life mai koi tha lekin usne kaha ki abhishek maI sirf tumse pyar karti hu.maine bola theek hai.mai bhi usse bahot pyr karne laga, usse milne k bahane dundta rehta tha, uske liye jitna bhi kar du kam lagta tha, meri puri zindagi bas ushi irdgird simat gyi thi.bas usse dekh bhar lene jaan aa jati thi.pehla pyr tha aur aakhri bhi isliye lagta tha usse kabhi koi kami na hone paye.mai uska pehla pyar nhi tha par hamesha yhi sochta tha ki uska pehla pyr nhi ban saka to kya hua uska aakhri pyr ban jau ki mere baad usse koi aur accha hi na lage.mujhe bura lagta tha jab wo us ladke se baat karti thi par maine kabhi usse mana nhi kiya ki usse baat mat kiya kar bas itna hi bolta tha ki kam baat kiya kar.par mujhe apne pyr pe yakeen tha.apne har dost ko challenge karta tha ki ye ladki kabhi mujhe chod ke nhi ja sakti.wo khud bolti thi ki abhishek tum mere bina jee nahi paoge.aur maI har challenge haar gya.wo mujhe chod k us ladke k pass cali gyi.aur mai dekhta hi reh gya kuch bhi nhi kar paya.kai baar usse call kiya par wo mera call receive nhi karti thi.pehle usne mere pyar k sath khela phir mere dil ke sath aur phir meri zindagi ke sath.jisko ek din bhi dekhe bina nhi reh sakta tha aaj uski aawaz sune hue bhi mahino ho gye.bahot roya bahot tadpa uske liye.phir socha khud ko hi khatam kar lu to ye dard bhi khatam ho jayega.dosto mai 14 din tak icu mai ventilator par aadmit rha.mere bach pane k chance bahot kam the.mujhe to hosh bhi nhi tha. Par jab hosh aaya to uske bare mai pucha to ye sunn ke acha laga ki wo achi hai.aur ye sun k dukh bhI hua ki usne ek pal k liye bhi mera halchal lena jaruri nhI samjha.dosto Kya is duniya maI pyr bas ek khel hai? Kya kisI ko pyr karna gunah h? Agar maine apne pyr ko apni jindagi banayi to kya gunah kiya? Kyo usne mere sath dushmano se bhi battar salak kiya? Dosto aise kai sawal din raat is dil mai chubte rehte hai par aaj tak uske jawab mujhe nhi mil paye
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Ek tooti PREM kahani Fark sirf itna sa hai Uski barat gayi, Iski mayat uthi. Phool us par bhi the, Phool is par bhi the. Mehfil waha bhi thi, Log yaha bhi the. Wo doli pe thi, Yeh janaze pe tha. Unka hasna waha, Inka rona yaha. Saheliya uski bhi thi, Dost iske bhi the. Qazi udhar bhi the, Molvi Idar bhi the. Wo saj k gayi, Ise sajaya gaya. Wo uth k gayi, Ise uthaya gaya. Fark sirf itna sa hai, USE APNAYA GAYA AUR ISE DAFNAYA GAYA
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Mohabbat mein mohabbat se gala kato to behtar hai, mohabbat karne walo ko larae zahar lagti hai. Tumhare mushkurane par maza leti hai, Emli bhi, magar jab ruth jate ho to mithae bhi zahar lagti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Usse pyar hua jise hum kabhi pa na sake.. jiski baato ko hum kabhi bhula na sake.. dil lagaya aur laga kar tod diya usne.. jise bhulana chaha par hum bhula na sake.. apani kasam dekar usne hame majboor kar diya.. mujhe khush rakhne ke liye khud se dur kar diya.. hamari chahat ko kabhi usne samjha hi nahi.. aur hum the ki unke liye apno ko hi chhod diya!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • जिन्दगी इन्सान को कहाँ से कहाँ ले आती है, एक पल खुशी तो दुसरे पल गम दे जाती है, ♥ चाहते है जिसे दिलो जान सनम, अकसर उसे गम दे जाते है, प्यार करने से रोका नहीँ पर, निभाना है कैसे उससे ये जाना नही, ♥ करके वफाये भी हम उससे, निभाना है कैसे ये हम जानते नही, प्यार तो हम उससे करते बहुत, सनम पर दिखाना हम जानते नही, ♥ चाह कर भी पा ना सके जिसे, उससे अकसर अपना मानते नही, जाने ऐसा क्युँ होता है... ♥ जिन्दगी इन्सान को कहाँ से कहाँ ले आती है, एक पल खुशी तो दुसरे पल गम दे जाती है...!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Ek Ladka Aur Ladki Ek Dusre Se Bahut Mohabbat Karte The Bad Kismati Se Ladka Mar Gaya Marne K Bad Ladke Ne Ladki Se Kaha: “Ek Waada Tha Tera Har Waade K Pichhe Tu Milegi Mujhe Har Gali Har Darwaze K Pichhe Par Tu Hi Bewafa Nikli Ek Tu Hi Na Thi Mere Janaze K Pichhe. Ladki Boli: “Ek Waada Tha Mera Har Waade K Pichhe, Mai Milungi Tujhe Har Gali Har Darwaze K Pichhe, Par Tune mud K Bhi Na Dekha, Ek Aur Janaza Tha Tere Janaze ki Pichhe.. Dost Story Acchi lagi Na to Thoko Like
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Teri is ada ko dekhkar me fida ho gaya, Tujhe tere pyaar ke sath dekh kar Main tujh se juda ho gaya. Khuda ki ki kasam main tujhse Behat pyaar karta tha Magar tum kisi aur amanat the Isliye main tumse juda ho gaya. Magar main tumse behat pyaar karta tha.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Ek Baar Suno Kuch Aisa Hua, Wo Mujh Ko Mili Main Us Ko Mila, Izhar Hua Iqraar Hua, Wo Dost Bani Man Yaar Hua, Usey Ishq Bohat Mujhe Pyar Bohat, Hum Dono Mein Takraar Bohat, Phir Kuch Yun Hua.. Wo Chorr Gayi.. Main Toot Geya, Phir Kuch Yun Milay, Wo Tanha Thi.. Main Akela Tha, Bas Hum Do Thay Aur Koi Na Tha.. Wo Rone Lagi, Main Bebas Raha, Na Pyar Na Hi Izhaar Raha.. Bas Farq Sirf Itna Sa Raha, WO MITTI K UPAR ROTi RAHi.. MAIN MITTI K ANDAR SOTA RAHA..!!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Mujhy Jeenay Ki Umeed Dobara Dey Do, Meri Doobti Kashti Ko Kinara Dey Do, Main Dard Ke Sahil Pey Tanha Khara Hun, Phir Aa Ke Apni Baahon Ka Sahara Dey Do, Tera Daaman To Bhara Hay Sitaron Say, Mujhy Sadqay Me Ek Sitara Dey Do, Mery Aangan My Aj Andhera Ha Bohat, Meri Dehleez Ko Phir Apna Nazara Dey Do, Chand Lamhey Tujhey Dekhney Ki Hasrat Hey Bass, Maine Kab Kaha Ke Waqt Apna Mujhey Sara Day Do.. ??
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Rahul: Raat bhar royi Tum, Dukhi ho gayi na mere Ishq me, Arohi: Nahi, Aise hi ro rahi thiTumhari Yaad Main Rahul: Par Me to Yahin hun Arohi: Aise hi rahoge na Mere paas Rahul: Yehi kehne aya tha Tumhen. k Ab tmhen jitna rona hai ro lo, Tmhare rone k din ab gaye, Me Ye Sab Chor doon ga Arohi, Me Naya ban jaon ga Tmhare Liye Dekhna Sab thik ho jaye ga,me bhi Tumbhi.Madad kro gi na Meri? Arohi: Kabhi Naa kaha hai? Rahul: Nahii Bhula dena mujhe .hai avida tujhe.tujhe jina hai mere bina.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Kash tu bhool jata sabhi nafrate ek pal ke liye, Mera dil kab se udas hai teri mehfil ke liye, Ek aas ka diya jalaye baitha hoo, Jo ke jalta hai sirf tere hi liye, Janta hoon tu lout kar nahi aayegI mere paas, Jaane kyun har baar mehfil sajata hoon tere liye, Kabhi aakar to dekh mera haal kya hai, Main kya tha kya ban gaya hoon tere liye.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Kisi Shayar Ne Mout Ko Keya Khub Kaha Hai, Zindagi Me Koi Do Minute Mere Paas Na Baitha.Aur Aaj Sb Mere Paas Baithe Ja Rahe The. Koi Tohfa Na Mila Aaj Tak Mujhe Aur Aaj Phool Hi Phool Diye Ja Rahe The, Taras gaye hm kisi k haath se diye ek kapde ko, Aur Aaj Naye Naye Kapde Pahnaye Ja Rahe The, Do Qadam Saath Chalne Ko Tayyar Na Tha Koi Aur Aaj Kafila Bana K Le Ja Rahe The, Aaj Pata Chala Ke Mout Kitni Haseen Hai Aur Kambakhat Ham Yoon Hi Jiye Ja Rahe The.!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Wo aati hai mujhe staane ke liye, Me jaata hun use manane ke liye, Wo kahti hai tum mujhse pyar nahi karte, Or me kahta hun ki tere siva hum kisi or ko yaad nahi krte, Usne mujhe chod diya kisi or ke liye, Or humne bi chod di duniya sirf usi ke liye.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Tere Hone Par Bhi Khud Ko Tanhaa Samjhoon. Main Be-Wafa Hoon, Ya Tujh Ko Be-Wafa Samjhoon.? Teri Be-Rukhi Se Waqt To Guzar Gaya Hai Mera. Yeh Khud Daari Hai, Ya Teri Adaa Samjhoon. Tere Baad Kya Haal Huwa Hai Mera.. Yeh Teri Inaayat Hai, Ya Sazaa Samjhoon. Zakham Dete Ho Aur Marham Bhi Lagaate Ho", Yeh Teri Aadat Hai, Yaa Adaa Samjhoo. By - OR Dhandhal
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • SBNE KAHA TUM ME PEHLE JAISI BAT NAHI ? MAINE KAHA ZINDAGI ME USKA SATH NAHI…. SBNE KAHA AB BHI KISI KI AANKHO ME DOOB SAKTE HO? MAINE KAHA AB KISI AANKH ME WO BAAT NAHI…. SBNE KAHA KYU ITNA TOOT KAR CHAHA USE? MAINE KAHA INSAN HU PATHAR NAHI…. SBNE KAHA KYA BEWAFA HAI WOH? MAINE KAHA MUJHE AB WAFA KI TALASH NAHI…. SBNE KAHA BHUL JA USE AB? MAINE KAHA WOH HAQIQAT HAI KOI KHWAB NAHI…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • मौत के पास भी जाकर देखा है, मैने भी दिल लगा कर देखा है! चाँद को लोग दुर से देखते है, मैने चाँद को पास बुला कार देखा है! इश्क की किमत पुँछ लो मुझसे, मैने घर तक लुटा कर देखा है! प्यार तो भीख मेँ भी मिल जाता है, मैने तो दामन को भी फैला कर देखा है! एक शंक्स है जो भुलता नही मुझसे... मैने सारी दुनियाँ को भुला कर देखा है...!OR!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Heart touching must read:) Ek din ek ladke ki girlfrnd ka BIRTHDAY tha. Boy was not in that city. So, he ordered 24 RED ROSE for his girlfriend. He called her up. Dear maine tumhare liye utne ROSE ain jitni saal ki tum ho gyi ho. While delivering florist thought: Ye aajka mera sabse achha customer hai. Chalo ise 10 ROSE FREE me de deta hu. So, he gave 34 instead of 24. aur aaj tak ladka nahi samajh paya ki uska BREAK-UP kyu hua..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Story SMS