मेरे दिल कि आवाज है
कि बिछडा यार मिलेगा,
वो यार तेरी हर खुशी को गम मेँ मोड देगा,
जिस मोड पर तुझे तेरा प्यार मिलेगा,
मै तो क्या मुझसे भी,
अच्छा एक नया दिलदार मिलेगा,
आज नही तो कल तुझे,
तेरा प्यार मिलेगा,
दिल तो क्या दिलदार, भी तुझे तेरा साथ मिलेगा..!OR!
Mohabbat mein
mohabbat se gala
kato to behtar hai,
mohabbat karne
walo ko larae zahar
lagti hai.
Tumhare mushkurane
par maza leti hai,
Emli bhi,
magar jab ruth jate
ho to mithae bhi
zahar lagti hai.
Interested LOVE STORY 1 LADKA
1 LADKi Aik Dusre Se Bahut
MOHABBAT Karte The Bad Qismati Se
LADKi Mar Gai Marne K Bad LADKi Ne
LADKE
Se Kaha: "Ek WADA Tha Tera
Har WADAY K Peeche Tu Milega
Mujhe Har Gali
Har Darwaze K Peeche Par Tu Hi
BEWAFA Nikla Ek Tu Hi Na Tha Mere
JANAZE K
Peechy ". LADKA BOLA: "Ek WADA Tha
Mera Har
WADAY K Peeche, Me Milunga Tujhe
Har Gali Har
Darwaze K Peeche, Par Tune mud K
Bhi Na Dekha, Ek Or JANAZA Tha,
Tere JANAZE K Peeche..
Wo Pyar Ka Sabot Dikhaya Karta Tha
Ansu Baha Kr Humein Manaya Karta Tha
Yay Zindage Sirf Tum Sy Wabasta Hy.
Aksar Yay Bat Humein Bataya Karta Tha
Us Ki Baton Mein Kuch Aisa Asar Tha,
Main Barish K Bina Hi Bheeg Jaya Karta Tha,
Sone Ki Fursat Ksie Thi.
Wo Humein Sari Rat Jagaya Karta Tha,
Becheni Jb Had Sy Bhar Jati Thi,
Wo Jee Bhar K Gale Lagaya Karta Tha.
Wo Itni Muhabat Karne Wala Badal Gaya.
Jo Her Bat Par Meri Qasam Khaya Karta Tha..
By - OR Dhandhal♥
Usse pyar hua jise hum kabhi pa na sake..
jiski baato ko hum kabhi bhula na sake..
dil lagaya aur laga kar tod diya usne..
jise bhulana chaha par hum bhula na sake..
apani kasam dekar usne hame majboor kar diya..
mujhe khush rakhne ke liye khud se dur kar diya..
hamari chahat ko kabhi usne samjha hi nahi..
aur hum the ki unke liye apno ko hi chhod diya!
Heart touching Sad Story...
Ek Ladki Apne ßoyfrnd Se ßahut Pyar Karti Thi...
Ek Din Usne Apne ßoyfrnd Se Kaha Tum Mere ßina 1Din ßita Kar Dikhao.
ß.F Ne Apni G.F Ke ßina Ek Din ßitaya Or Wo Jit Gaya..
Dusre Din Khushi Se Wo G.F Se Milne Gaya.
Wo Mar Chuki Thi Use Cancer Tha Aur Uske Paas Ek Hi Din Tha.
Usne Letter Me Likha Tha I Know,U Will Do It,Aur Tumhe Aisa Roz Karna Hoga,Mere Liye...
DEDICATED TO ALL BOYS
..
..
..
Ladke Pagal Ho Jaatey
Hain Pyar Me,
Baki Kasar Puri Ho Jaati Hai
Intezaar Me.......
..
..
..
..
..
..
..
Magar Ye Dard Ladkiya
Nahi
Samjhti,
Wo Toh Panipuri Khati
Firti Hain
Bazaar Me..
.
.
Or LADKE Pade Rehte
Hain BEER BAR Me............. .!!!!
Ek bar suno kuch Esa hua Wo
mujhko mili
me us ko mila
Izhar hua
Iqrar hua
Wo chahne lagi
me chahne laga
Use pyar bohat
Mujhy pyar bohat
Phir kuch yun hua
wo chorr gai
mai tott gaya
phir kuch yun mile
wo tanha thi
me akela tha
bas hum do the
or koi na tha
wo rone lagi
me bebas rha na pyar
na hi izhar rha
bas farq sirf itna sa rha
Wo Mitti k Upar thi
my Mitti k nechy Tha...
Mujhy Jeenay Ki Umeed Dobara Dey Do,
Meri Doobti Kashti Ko Kinara Dey Do,
Main Dard Ke Sahil Pey Tanha Khara Hun,
Phir Aa Ke Apni Baahon Ka Sahara Dey Do,
Tera Daaman To Bhara Hay Sitaron Say,
Mujhy Sadqay Me Ek Sitara Dey Do,
Mery Aangan My Aj Andhera Ha Bohat,
Meri Dehleez Ko Phir Apna Nazara Dey Do,
Chand Lamhey Tujhey Dekhney Ki Hasrat Hey Bass,
Maine Kab Kaha Ke Waqt Apna Mujhey Sara Day Do.. ??
: Story
Jaane kya hai dil ke andar jo chupke se toot raha hai,
Ek meherbaan ka haath jaise hathon se chooth raha hai……
Ankhon mein ashkon ka samandar h
lagta hai jaise koi patta shaakhon se toot raha h
Ashkon ko Meri Aankhon mein rehne ki aadatsi ho gayi hai
Ab toh Jaise Ishq hi mujh se rooth raha h
kuchh farmane ki gustakhi kya mai bhi kar sakta hoon
ek masoom jazbat mera bhi zuban se foot raha h
Pal bhar ka pyaar aur barson ka intezaar
jaise koi apna hi apne ghar ko loot raha hai
Rahul: Raat bhar royi Tum, Dukhi ho gayi na mere Ishq me,
Arohi: Nahi, Aise hi ro rahi thiTumhari Yaad Main
Rahul: Par Me to Yahin hun
Arohi: Aise hi rahoge na Mere paas
Rahul: Yehi kehne aya tha Tumhen. k Ab tmhen jitna rona hai ro lo, Tmhare rone k din ab gaye,
Me Ye Sab Chor doon ga Arohi, Me Naya ban jaon ga Tmhare Liye Dekhna Sab thik ho jaye ga,me bhi Tumbhi.Madad kro gi na Meri?
Arohi: Kabhi Naa kaha hai?
Rahul: Nahii
Bhula dena mujhe .hai avida tujhe.tujhe jina hai mere bina.
Teri yaad se rista kal bhi tha,
Teri yaad se rista aaj bhi hai,
♥
Dil apna dukhta kal bhi tha,
Dil ye udaas aaj bhi hai,
♥
Jo Pyaar Hum Tum Karte The,
Wo Pyaar To Zinda Aaj Bhi Hai,
♥
Hum Bichad Gaye Is Doori mein,
Tum Door Ho Majburi Mein,
♥
Kabhi Waqt Mile To Chali Aana,
Khula Dil ka Darwaza Aaj Bhi Hai,
♥
Na Sataao.,....
Na Tadpaao....
NA Mehfil Mein Yu Tanha Chhodo,
♥
Teri Yaad Me Jaage Kal Bhi They,
Teri Yaad Me Jaage Aaj Bhi Hai......!
Ajab Sanjog Ha jana
Ye Kesa Rog Ha jana
Badi Budhi Btati Thi
Kai Qisse Sunati Thi
Mgr Hm Mante Kb The
Ye Sb Kuch Jante Kb The
ki
Bahot Pukhta Irade bhi
jhat se Toot Jate Hen
Hamare Sath Kisi Surat Bhi
Aisa Ho Nhi Skta.
Ye Dil
kaabu Se Bekaabu kabhi bhi Ho Nhi Skta.
Magr Phir Yun Hua Jana!
Na Jane Q Hua Jana,
Jigar Ka Khoon Hua Aisa.
Tere Abroo Ki Ik Jumbish par
Teri kadmon Ki Aahat par
Gulabi Muskurahat Par...
एक बेटी ने जिद पकड़ ली "पापा मुझे साइकिल चाहिये ! .. .. पापा ने कहा अगले महीने दिवाली पर जरुर साईकल लाउंगा ! प्रॉमिस ! . . एक महीने बाद... पापा , मुझे साइकिल चाहिये , आपने प्रॉमिस किया था ... ! . . वह चुप रहा ... शाम को दफ्तर से लौटा बेटी तितली की तरह खुश हुई व़ाह ! थॅंक्स पापा , मेरी साइकिल के लिये अगले दिन.... पापा ! आपकी उंगली की सोने की अंगूठी कहाँ गई .? . . बेटा ! सच बोलूँगा ... कल ही बेच दी तुम्हारी साइकिल के लिये .....! . . बेटी रोते हुए , पापा, ! पैसों की इतनी दिक्कत थी तो मत लाते ..... . . नहीं खरीदता तो मेरी प्रॉमिस टूटती तुम्हे फिर मेरे किसी वादे पे विश्वास नहीं होता . तुम यही समझती कि "प्रॉमिस तोड़ने के लिये किये जाते है !" . . मेरी अंगूठी दूसरी आ जायेगी मगर "टूटा हुवा विश्वास छूटा हुवा बचपन दोबारा नहीं लौटेंगे !" जाओ ! साइकल चलाओ !.... । अपने से ज्यादा अपनी बेटी की ख़ुशी चाहने वाले पिता के लिये।
मौत के पास भी जाकर देखा है,
मैने भी दिल लगा कर देखा है!
चाँद को लोग दुर से देखते है,
मैने चाँद को पास बुला कार देखा है!
इश्क की किमत पुँछ लो मुझसे,
मैने घर तक लुटा कर देखा है!
प्यार तो भीख मेँ भी मिल जाता है,
मैने तो दामन को भी फैला कर देखा है!
एक शंक्स है जो भुलता नही मुझसे...
मैने सारी दुनियाँ को भुला कर देखा है...!OR!
Tujhe pyaar mera stayega aksar,
Yaadon ke toofan uthayega aksar,
Zikar mera karne se pehle
Tu kuchh soch ke muskurayega aksar,
Mera naam likh ker kitabon me apni
Tu logo ke dar se mitayega aksar
Batein meri yaad ayegi etni
Jitna tu unhe bhulayega aksar.
Kya Hota Hai Saccha Pyar Koi Use Bhi Sikhao
Vo Kya Jane Pyar Ki Keemat kya Hoti Hai
Jab Nahi Milta Pyar
To Aankhe Kitni Roti Hain
Kbhi Na Kbhi To Vo Kisi Se Dil Lagayegi
Karega Vo Bewafai To Meri wafa Ki Yaad Ayegi
Tab Vo Bedard Mere Dard Ko samajh Payegi
Is Aashiq Ki Chahat Ko Fir pana Vo Chahegi
Par Afsos Use Gale Se Main Laga Na Pauga
Kyuki Jannat Se Vapas Main Laut Na Pauga.
By - Dhandhal Sahab
Wo aati hai mujhe staane ke liye,
Me jaata hun use manane ke liye,
Wo kahti hai tum mujhse pyar nahi karte,
Or me kahta hun ki tere siva hum kisi or ko yaad nahi krte,
Usne mujhe chod diya kisi or ke liye,
Or humne bi chod di duniya sirf usi ke liye.
Mujhy Jeenay Ki Umeed Dobara Dey Do,
Meri Doobti Kashti Ko Kinara Dey Do,
Main Dard Ke Sahil Pey Tanha Khara Hun,
Phir Aa Ke Apni Baahon Ka Sahara Dey Do,
Tera Daaman To Bhara Hay Sitaron Say,
Mujhy Sadqay Me Ek Sitara Dey Do,
Mery Aangan My Aj Andhera Ha Bohat,
Meri Dehleez Ko Phir Apna Nazara Dey Do,
Chand Lamhey Tujhey Dekhney Ki Hasrat Hey Bass,
Maine Kab Kaha Ke Waqt Apna Mujhey Sara Day Do.. ??
K.n
SAD STORY IN LOVE
LADKA aur LADKI car me khamosi se
ja rahe the LADKA 1 Letter LADKI
ko deta hai LADKI Letter Padhne se
pehle hi LADKE ko kheti hai ki,Mujhe
aab tum se pyar nahi hai,Mai tumhe chhod
rahi hu.Achanak ek tez raftar wali car unki
car se takra gai LADKA usi waqt mar gaya,
LADKKI bach gayi phir LADKI ne wo Letter khola
to uske ANKHON se ANSU gir pade.US Letter me likha
tha "JIS DIN TUM MUJHE CHHOD DOGI USI WAQT HI
MAI MAR JAUONGA"
PLEASE LIKE THIS.