मौत के पास भी जाकर देखा है,
मैने भी दिल लगा कर देखा है!
चाँद को लोग दुर से देखते है,
मैने चाँद को पास बुला कार देखा है!
इश्क की किमत पुँछ लो मुझसे,
मैने घर तक लुटा कर देखा है!
प्यार तो भीख मेँ भी मिल जाता है,
मैने तो दामन को भी फैला कर देखा है!
एक शंक्स है जो भुलता नही मुझसे...
मैने सारी दुनियाँ को भुला कर देखा है...!OR!
Mohabbat mein
mohabbat se gala
kato to behtar hai,
mohabbat karne
walo ko larae zahar
lagti hai.
Tumhare mushkurane
par maza leti hai,
Emli bhi,
magar jab ruth jate
ho to mithae bhi
zahar lagti hai.
Mujhy Jeenay Ki Umeed Dobara Dey Do,
Meri Doobti Kashti Ko Kinara Dey Do,
Main Dard Ke Sahil Pey Tanha Khara Hun,
Phir Aa Ke Apni Baahon Ka Sahara Dey Do,
Tera Daaman To Bhara Hay Sitaron Say,
Mujhy Sadqay Me Ek Sitara Dey Do,
Mery Aangan My Aj Andhera Ha Bohat,
Meri Dehleez Ko Phir Apna Nazara Dey Do,
Chand Lamhey Tujhey Dekhney Ki Hasrat Hey Bass,
Maine Kab Kaha Ke Waqt Apna Mujhey Sara Day Do.. ??
Sheeshe Ke Aaine Main Dekhti Hai
Woh Khamosh Nazre.
Ghunghat Main Chehra Chupaai Hue.
Aankhon Main Kajal Sajaye Hue.
Chhod Ke Apna Ghar Aangan
Chali Ayee Meri Dulhan Ek Naye Duniya Basane.
Ho Gaye Parai Jahan Beeta Uska Bachpan.
Aur Jawani Ki Hassen Raahein.
Aapnana Hai Wo Sansaar.
Jis Main Bana Ni Hai Naahi Kahaani.
Mathe Ki Bindiya Kuch Kehti Hai Us Se.
Haatho Ki Kangan Khankati Hai.
Jaise Kehte Hai Saheli Rukh Ja Re Saakhi..
Na Chor Woh Raahein.
Jis Me Khela Tera Bachpan.