• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Dhoondh Kar Hum Thak Chuke, Kaun Si Galiyon Mein Jane Tum Kho Gaye. Ab Aur Kahan Thikana Hai Is Gareeb Ka, Jaakar Kabar Mein Khud Hi Hum So Gaye,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Chup Hontho ki juban ye ansoo hote hain…… Jo chup rahte hain fir bhi behte hain….. Aur in aasuon ki kismat to dekhiye….. Ye unke liye behte hain jo in ankhon mein rehte hain…..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kaise kahu us bewafa ko kitna yaad aa rahi h bhule bhula na pau wo kitna sata rahi h he khuda uska dil h ya patthar kyu mujh garib insan ko rulae ja rahi h.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • jlti hui aag dekhne me kitni khoobsurt lgti h, mujhe accha Lgega agr ye aag mujhe apne aagosh me le le , fir na ye ruh rhegi or na hi meri vjh se usko koi presaani hogi, raakh bn kr ud jaunga khule aasmaan me ek aazaad panchi ki trh.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Itna rulaya kisi ne muskurana bhul gye,dil tod ke dil lagana bhul gaye,dunia ne itne fareb diye rishto k naam par ab kisi ko apna banana bhul gye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • koi mila hame chand ki chandni bankar...koi mila hame pariyaon ki kahani bankar...par jis kisi ko bhi basaya palko pe.,wo aankho se nikal gaye pani bankar..?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jahan judai ho wahan milan ka alag mazaa hai Mehboob bewafaa ho to zindagi ek sazaa hai Aap jaisa dost agar har kisiko naseeb ho Ye to bas khuda ki razaa hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum To Tere Dil Ki Mehfil Sajane Aye The; Teri Kasam Tujhe Apna Banane Aye The; Kis Baat Ki Saza Di Tune Humko; Bewafa Hum To Tere Dard Ko Apnane Aye The...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Todkar DiL Mera Wo Pachtayenge Bahut, Yaad Me Meri Ashq Bahayenge Bahut, Hum Wo Hai Jo Mudkar Nahi Dekha Karte, Laut Kar Na Aayenge Wo Bulayenge Bahut.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ~ksi ki yad dil me he, koi ehsas baqi he, ~badalte mosamon k darmiyan, ek raz baqi he, ~abhi main safr me hun, milay gi manzil mujhe, ~magar in raast… …amara hal b dekho, ~hamara jism murda he, magar ek sans baqi he, ~umid he phr b milega wo hamay ek din, khuda par he bharosa, ek khuda ki zaat baqi he,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil behal jaey tu log chor dete hain, koi or mil jaey tu log chor dete hain, 4 din ki chandani ka kya karna, Chandani dhal jaey tu log chor dete hain, Qasmeen Tu Khaty hain sada sath deney ki Zehan badal jay tu log chor dety hain, Aj kl k Logon ka kya Bharosa…! Mosam badal jay tu log chor dete hain, Log "Dosti" karty hain matlab k liye, Matlab nikal jaye tu log chor Dyte hain……
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Unki Akhon Se Peete The Hum May Ke Pyale, Suna Tha Woh Bhi He Hamko Chahne Vale. Haseen Dastan Ki Umer Choti Hoti He Aksar, Aaj Bethe He Veerane Main Yaddon Ko Sambhale.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hume To Bus Justju Hai Uski Use Humko Aazmane Do, / Ae_Duniya Walon / Wo Royegi Bahut MujheMar To Jaane Do.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek Zara Si Bhool Khata Ban Gayi.. Meri Wafa Hi Meri Saza Ban Gayi.. Dil Liya Aur Khel Kar Tod Diya Usne.. Hamari Jaan Gayi Aur Unki Ada Ban Gayi..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Suna Hai Pyaar Ke Kissey Ajib Hote Hain, Khushi Ke Badle Gam Naseeb Hote Hain, Mere Dost Mohabbat Na Karna Kabhi, Pyaar Karnewale Bade Badnaseeb Hote Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Khuda Ne Kaash Mohabbat Banaayi Na Hoti Toh Aaj Iss Tarah Hamare Pyar Ki Rusvaayi Na Hoti Kaash Unke Dil Mein Zara Si Wafa Hoti Toh Iss Tarah Mere Saath Bewafaayi Na Hoti… ßy human being group
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mera har saam tere jajbaat se accha hoga, Mera har din tere suhagraat se accha hoga, Tu jite ji dekh lena ye jaalim, Mera nikla janaja tere baraat se accha hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ahmed FARAZ vs WASI Shah =*=*=*=*=*=*= 1. Urte hue parindon ko koi qaid nhi kr skta "Faraaz" Jo apne hote hain woh khud he loat aate hein..! = Wasi reply to Faraaz . Na rakh Umeed-E-Wafa kisi parindy se "WASI" Jab par nikl aatay hain apna hi Aashyana bhool jaty hain.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kuchh saalo pahle ek andhkar sa chhaya tha. . Hame uske bina nind nahi aati thi, Aisa kohraam sa chhaya tha. . Vo to duniya ki nazar me marke amar ho gaye. . Per duniya ko kon bataye, Unko amar hamne hi banaya tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS