• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Hame Na Mohabbat Mili Na Pyar Mila, Ham Ko Bhi Mil Bewafa Yaar Mila, Apni To Ban Gyi Tmasha Zindgi, Har Koi Apne Maqsad Ka Talbgar Mila...PB
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • jisne haq diya mujhe muskurane ka, use shouk hai ab mujhe rulane ka, jo lahro se laya tha cheenkar kinaro par....intzaar h use ab mere doob jane ka ..@nsh
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ye Jaan Kar Khushi Hui Ki Us Ko Bhi Mere Dard Ka Ehsaas Hai, Aey Dosto... Aaj Usne Bhi Keh Diya Itna Udaas Rehte Ho To "Khuman" Marr Kyu Nahi Jate.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • न वो आ सके न हम कभी जा सके, न दर्द दिल का किसी को सुना सके, बस बैठे है यादों में उनकी, न उन्होंने याद किया और न हम उनको भुला सके !!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • JaL Chuke Khwab To Wo Aag Bujhane Aaye, Ek Nye Dhang Se Wo Hume Satane Aaye, Mom Ke Pul Se Guzar Kar Jana Tha Hume, Aur Wo Shama Bankar Sath Nibhane Aaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mujko dard-A-dil ke har saja malum h Dard-A-dil ke intjha kya intha malum h zindgi bhar muskurane ke duaa mat degeya ga. Mujko pal bhar muskrane ke saza malum h.......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • teri palkon me jhilmilata mai, tere sapne sajata mai, samandar me lakar mujhe dhokha kyu diya, kahte to kinare pe hi doob jata.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Yun To Sadmo Mein Bhi Hans Leta Tha Main, Aaj Kyu Bewajah Rone Laga Hun Main, Barson Se Hatheliyan Khali Hi Rahi Meri, Phir Aaj Kyu Lagaa Sab Khone Laga Hun Main — by- BHAVIK PARMAR
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • halat-e-dil kaise mai bataon tumhe, pyar me tere chot bahut gahri khai hai, dil ne socha tha ki karenge mohabbat ki baten, kyo pyar me tune ki bewafai hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aap se dur bhala ham kaise rah pate ,dil se aap ko kaise bhula pate, kash ki aap sanso ke alava aaine me bhi base hote, khud ko bhi dekhte to aap nazar aate.......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mary Dil Ka Dard Kis Ne Daikha Hai Mujhe Bass Khuda Ne Tarptey Daikha Hai Hum Tanhai Ma Baithe Rote Hain Logo Ne Humen Mahfil Ma HastyDaikha Ha….
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Chalay janay do uss Bewafa ko Kisi Ghair ki Banhon mein Jo itni Chahat k baad bhi Mera na Hua, Wo kisi or ka Kya Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bahut tamnna thi pyaar me aashiyan banane ki , Bana chuke to lag gayi nazar zamamane ki , Usi ka karz hai jo aaj hai aankhon me aansoo , Saza mili hai humein muskurane ki ...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Eye khuda aaj ye faisla karde, Use mera ya mujhe uska karde. Bahut dukh sahe hain maine, Koi khusi ab toh muqadar karde. Bahut mushkil lagta hai us se door rehna, Judai ke safar ko kam karde. Jitna door chale gaye woh mujhse, Use utna kareeb karde. Nahi likha agar nasib me uska naam, To khatam kar ye zindagi aur mujhe FANAA karde. ~:~:~:~:~:~:~:~:~:~:
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sab Se Chupa Kar Dard, Woh Jo Muskura Diya Us Ki Hansi Ne Aaj To Mujh Rula Diya, Lehje Se Uth Raha Tha, Har ik Dard Ka Dhuaan Chehra Bata Raha Tha Ke Kuch Ganwa Diya, Awaz Mein Thihrao Tha, Aankhoon Mein Nami Thi Aur Keh Raha Tha Ke Mein Ne Sab Kuch Bhula Diya, Jane Kiya Us Ko, Logon Se Thi Shikayatein Tanhaiyon Ke Dais Mein Khud Ko Basa Diya, Khud Bhi Woh Hum Se Bichar Kar, Adhura Sa Ho Gaya Mujh Ko Bhi itne Logon Mein Tanha Bana Diya,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS