• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • ♥ Toot kar chahne wale aaj bhi tujhe chahte hai aye sanam.. Yeh aur baat hai tujhe ehsaas na kal tha aur na aaj.....!! ♥
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jive langdi hawa Pateya cho... Ove akhian cho .. KHWAB langde rahe...... bin mangeya hi dukh sanu hazarmil gue ne bus oh hi na milya ..jo asi ro ro mangde rahe.......
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Raaton Ka Manzar Azeeb Lagta Hai, Saya Teri Yaadon Ka Kareeb Lagta Hai, Lahrein Aakar Waapis Ho Jaati Hai, Woh Sahil Tanha Azeeb Lagta Hai, Usko Yaadon Ki Keemat Ka Pata Hai, Tabhi Toh Woh Dil Ka Mareez Lagta Hai, Woh Sanam Maayus Hai Toh Kya Hua, Fir Bhi Woh Mera Habeeb Lagta Hai…
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • KITNA DARD HAI DIL ME DIKHAYA NAHI JATA .GAMBHIR HAI KISSA SUNAYA NAHI JATA . Ek BAAR JE BHAR KE Dekh Lo is CHEHRE KO . Kiyon KI BAR BAR KAFAN UTHAYA NAHI JATA ..
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kabi pade meri zarurat to awaaz de dena , Yaad ane lage ye surat to awaaz de dena , Dekh lo jaan lo sari duniya to tum , Agar kahin na mile mohabbat to awaaz de dena .
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • "Ho Sake To Tum Apna Ek Wada Nibhane Ana", , , "Meri Payasi Ankho Ko Apna Deedar Karwa Ke Jana", , ,"Badi Hasrath Thi Tumhare Bahon Mein Bitau Kuch Pal", , , "Agar Yeh Sans Tham Gayi To Meri Lash Se Aakar Lipat Jana". .
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tanha Bebas Raha. Na Pyar.. Na Izhar Raha.. Bas Farq Sirf Itna Sa Raha WO "MITTI KE UPAR" Roti Rahi, Aur MAI "MITTI KE ANDAR" Sota Raha.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Suno!! Zara Socho. Kya Guzregi Dil Pe Tumhare?? Tum Chaho Agar Kisi Ko Mere Tarah. Aur Phir!! Koi Chhor De Tumhen Tumhari Tara...
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tanhai Mere Dil Me Samati Chali Gayi.... Kismat Bhi Apna Khel Dikhati Chali Gayi Maheki Fiza Me Jo Dekha Pyar Ko..... Bas Yaad Kisi Ki Aayi Or Rulati Chali Gayi.....
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Teri bewfai me dil bekrar hi na karu , tu hukum de to tera intjar hi na karu , tu bewfa hai to is kadar bewfai kar ke tere baad main kisi aur se pyar hi na karu....KISHOR UPASE {P}
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • hr baat jb kisi ki buri lgne lge. keh do us se jb uski kmi c lgne lge. jivan me chot hmne v khae thi.. afsoos bs itna tha ki o mere pyar ki bhrpae thi kvi fulon se v jayada smhaal kr rkha kvi khoosbu se v jayad pyar tha bikhera unhe kya pta mere is raaj ko jb dil ne unpr thi kalin bichaae..
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ULFAT Ke MoD Pe Aisa WAQT Aaya Hai ZAKHM DiL Ka Zuban Ne SUNAYA Hai Nahi Roya Jo KAANTO Ki CHUBHAN Se Use PHULON Ki Khushbu Ne RULAYA Hai..
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jab koi naik kaam karte hain, Jaane man tere naam karte hain, Tere chehre se dhoop lete hain, Teri zulfon mein shaam karte hain, Kis qadar tang hoon mohabbat se, Log yeh kese kaam karte hain, Un ki peshaaniyan chamakti hain, Jo mohabbat ko aam karte hain, Dil ke dalaa’n mein sajaa kar yaad, Jashan ka ehtamaam karte hain, Sochte hain tujhe wuzzu kar ke, Yu’n tera ehtraam karte hain, Hum se hi ibtidaa huyi jana’n, Hum hi ab ehtamaam karte hain..
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Manzil pe pahunch ke bhi use khona padega, Uski judaai me aankho ko bhigona padega, Ye tay hai fir bhi shauk-e-safar kyu nahijata, Maine subah aur sham chaha hai usko, Din raat duwaao me maanga hai usko, Phir bhi ye dil sakun kyu nahi pata,..
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • nigahen milakar kiya dil ko jakhmi, adayen dikha kar sitam dha rahe ho, wafaon ka kya khoob badla diya hai, tadapta hua chhod kar jaa rahe ho. @.P.V.G.@
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • muskurati aankho se afsana likha tha,shayad apka meri zindagi mein aana likha tha,taqdeer to dekho mere ansuon ki,inka bhi aapki yaad mein beh jana likha tha.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • कयु मरते हो यारो बेवफा सनम के लिये । मरना हेतो मरो हमारे वतन के लिये । दो गझ जमीन भी ना मिले दफन के लिये । हसीना भी देगी दुपटटा अपने कफन के लीये।
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • haste hai log mujpe ,woh dard kya jane bewafai ka.. Ak pal jine se dar lgta hai,aur dard deta hai ye pal Teri judai ka.. Agar sambhal gya dil to kisi ko itna na chahnge ,ki chahna sza ban jay meri dil lgaie ka...
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS