तू नहीं तो ये नज़ारा भी बुरा लगता है..
चाँद के पास सितारा भी बुरा लगता है..
ला के जिस रोज़ से छोड़ा है तुने भवँर में मुझको..
मुझको दरिया का किनारा भी बुरा लगता है..
Barbad Kar Geya Wo Zindagi Pyar K Nam Se
Bewafai Mili Sirf Wafa K Nam Se
Zakhm He Zakhm Diay Usne Dawa K Nam Se
Khud Bi Ro Para Wo Meri Mohabat Ke Anjam Se
dilse..
Sheeshe ka ye dil toot raha tha,
ham unhe na dhoondhte to kya karte.
Ehsaas hua jab hamein unse door hone ka,
ham ro kar apni aankh na sujate to kya karte……!!!!
Kisi Ko Apna Banane Me
Der Lagti Hai,
Kiya Hua Waada Nibhane
Me Der Lagti Hai,
Pyaar To Pal Bhar Me Ho
Jaata Hai, Par Unhe Bhulane Me Saari
Umar Bhi Kam Pad Jaati
Hain…
Pukarti Hai Khamoshi Meri Fugan Ki Tarah;
Nigahein Kehti Hain Sab Raz-e-Dil Zuban Ki Tarah;
Jala Ke Dag-e-Mohabbat Ne Dil Ko Khak Kiya Bahar;
Ai Mere Bag Mein Khizan Ki Tarah!
Yaaro Ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai
Kholane Se Pehle Botal Hilayi Jati Hai
Fir Awaz Lgayi Jati Hai,
Aa Jao Tute Dil Walo
Yaha Dard-E-Dil Ki,
Dawa Pilayi Jati Hai!
Alone heart
Ik Shaks Ko Soochnay Lagi Mein
Phir Aaina Dekhne Lagi Mein
Oski Tarah Apna Naam Le Kar
Khud Ko Bhee Lagi Nayi Nayi Mein
TU Mere Bagair Na Reh Sakaa Tou
Kub Tere Bagair Jee Saki Mein ???
Aati Rahay Ab Kaheen Se Aawaaz
Ab Tou Tere Paas Aagayi Mein
Daaman Tha Tera Ke Mera Maatha ?
Jo Daagh Bhee Thay Mita CHuki Mein..
Dil Ne Socha Khat Likhu,
Mili Na Shayari Pyar Waali,
Phir Socha LiKhu Phool Se,
Mili Na Daali Gulaab Waali,
IsLiye SMS Bhej Raha Hu,
Taaki Toote Na Dosti Pyar Waali...