Chala gaya vo kuch is trah
jese kabhi vo mera tha hi
nahi...
Mujhe zinda toh rakha usne
magar mujhme ab main hi
nahi...
Kya pyar esa hi hota hai dil to
chor gaya dhadkne ke liye par
ab koi jazbaat hi nahi…!!!
Ek Dil Ko Dil Lage Se Bachaya Na Ja Saka
Qismat Se Apna Aap Churaya Na Ja Saka
Hairat Hai Ke Log Kaise Khuda Ko Bhool Gaye
Hum Se To Ek Insan Bulaya Na Ja Sakaaa
Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad me,
aakash bhi simat gaya hai apne aap me,
oas ki boonde aisi giri hai jameen per,
maano chand bhi roya ho unki yaad me..
Kitna Dur Nikal Gye Riste Nibhate Nibate,
Khud Ko Kho Diya Humne Apno KoPate Pate,
Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil Me,
Aur Hum Thak Gye Muskurate Muskurate….
Pehli Mohabbat Main Khata Kar Raha Hoon.
Kisi Bewafa Se Wafa Kar Raha Hoon.
Woh Tukhra Diye To Kya Hua Khuda.
Tuhi Miladey Tujse Dua Kar Raha Hoon Main.
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo,
Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo,
Sitam karna hai karo par itna na karo!
Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo….
Sweet
Mere Dard Se Bhare Paimane Yu
Chalak Jate Hai, Reh Reh Kar
Tere Kisse Yaad Aate Hai,
Kehte Hai Waqt Har Gum Ko Bhar
Jata Hai, Par Na Jane Kyu Mere
Zakham Or Gehre Ho Jate Hai!!
Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe
Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe
Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki
Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe…!!
bhta hua paani dekhne me kitna sundr lgta hai,
iski sundrta tb or bd jati hai jub ye ghraai me bhne wala or thunda ho,
mujhe accha lgega agr ye mujhe apne aagosh me le le,
fir garum saonse dhire - dhire thundi ho jayegi or ye shareer aaraam se paani ke uper tairne lgega or lhro ke saath bhta hi jayega , bhta hi jayega door tk.
Apni yadaain apni batain lay kar jana
bhool gayqa.
Janay wala jaldi main tha mil kar jana
bhool gaya.
Mur mur kar daikha tha usnay jatay
jatay rastay main.
Jaisay usnay kahna tha kuch jo wo
kehna bhool gaya
Khan
Khuda Ne Kaash Mohabbat
Banaayi Na Hoti Toh Aaj Iss
Tarah Hamare Pyar Ki Rusvaayi
Na Hoti Kaash Unke Dil Mein Zara
Si Wafa Hoti Toh Iss Tarah Mere
Saath Bewafaayi Na Hoti…
ßy human being group
Woh kehte hai mujhe bewafa ho tum
mujhe mili zindagi main woh saja ho tum
halat se majboor aur waqt se bebas teh hum
is liye aaj khusiyon se kusu dur hai hum
Why Do I Still Love You?
You Have Hurt Me
You Have Broken Me
You Have Given Tears In My Eyes
I Have No Longer Trust Anyone
I Have No Longer Smile
You Have Erased Happiness From My Life
You Made Me Feel Lonely
You Left My Heart Broken
But
Still I Love You...How Stupid Am I???