Aaj achanak teri yad ne rula diya, Kya karu tune jo humko bhula diya. Na karte hum wafa na milti humko ye saza, Hamari wafa ne aapko bewafa bana diya..
Suno jaana
mujhe tanha kabhi
jab chhod kar jaana!
Mere sapno(n),
meri aankhon,
…meri purshor dhadkan ko,
tumhare hi liye khilte huye ghamgeen honton ko,
bata jaana,
.
ke jaana, baad tere,
mausamon ki rut badalni hai,
wo aankhen jo tumhari bas tumhari muntazir thi,
bahd tere unpe ab bas ashq-e-hijraan ka basera hai,
wo dhadkan jo tumhari wajha se har baar dhadki,
uska mustakbil andhera hai,
wo lab jo muskurate they faqat tum se unhi pe gham ka dera hai,
ke jaana,
baad tere zindagi ki khwaahishon ne dam hi toda hai…..
Jhuka hai aasman aaj tere pairon k niche,
Pyar mera dba raha tere palkon k niche,
Dard nhi hua hme jindgi main kabhi,
Sanso ne dhokha diya jab tumne apne ankhon se ansu giraya mere pyar k kishti k niche......
Kitna Naaz Tha Hamein Tere
Pyar Par, Aaj Wohi Pyar Ne
Sharminda Kar Diya, Baha Tha
Na Kabhi Ek Ahsq In Aankhonse
Tere Pyar Ne Hame Aansuon
Ka Dariya Bana Diya..
Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad me,
aakash bhi simat gaya hai apne aap me,
oas ki boonde aisi giri hai jameen per,
maano chand bhi roya ho unki yaad me..
Khwabo ki maine hr ek gali dekhi,
shawabe mahfil me aasiko ki bali dekhi,
jo kahta tha ki bhulega na kavi mujhko,
aaj uske hi ankho me apni tasveee jali dekhi
kyu teri khamoshi mujhe khamosh kar jati hai
kyu teri udasi mujhe udas kar jati hai
kya rishta hai tera aur mera
jab bhi teri yaad aati hai mujhe tanha kar jati h
Hasi ki rah mei gam mile to kya karein?
Wafa ki rah mei BEWAFA mile to kya karein?
Kaise bachaye zindgi ko dhokebaazo se..!!
Koi MUSKURA k DHOKA de to kya kare?
Tere husne ke hum diwane ho gaye
Tuhje apna banate banate hum khud se begane ho gaye
Na chod na mujhe tu aaye zalim
Tere kareeb aakar hum duniya se dur hogaye
sad alone decentboy
Zamane se suna tha k Mohbatt Haar jati h,
Jo Chahat ek Trfa ho Wo Chahat Haar jati h,
Kahin Dua ka ek Lfaz Asar kr jata h,
or Kahin Barso ki Ibadat Haar jati h.
jo gham seeno ma paltay hai
zakham jo dil pa lagtay hai
kisi ki bewafai sa
gharor-o-benyazi sa
to kiya wo daag dhuL jatay
wo saray gham b ghul jatay
agar ansoo na hotay to.
k jb ya zest b aik azmaish ho
or is dunya ma jeenay ki na khowakhish ho
to kya asbab mil jatay
k phr halat badal jatay
agar ansoo na hotay to
Dard ki harr ik hadd se ab guzar gaya hoo’n mai,
phir kabhi na simtunga you’n bikhar gaya hoo’n mai…
Maut bas nahee’n aati rooh k nikalne se,
sans mujh mai baqi hai phir bhi marr gaya hoo’n ma
Why is it??
that, Some people are so lucky that even after hurting,
They get so much love....
&
Some are so unlucky that even after loving so
much,
They always get hurt !!! ♥ :(
Yun To Sadmo Mein Bhi Hans Leta Tha
Main,
Aaj Kyu Bewajah Rone Laga Hun Main,
Barson Se Hatheliyan Khali Hi Rahi Meri,
Phir Aaj Kyu Lagaa Sab Khone Laga
Hun Main —
by- BHAVIK PARMAR
Jis Se Maine Mohabbat Ki,
Wo Mohabbat Thi Kisi Aur Ki,
Dharkan Mere Dil Ki,
Aur Sansen Kisi Aur Ki,
Badal Gai Ye Duniya,
Wo Duniya Hi Kuch Aur Thi,
Wo Bas Ik Sapna Tha,
Meri Haqeeqat Thi Kisi Aur Ki,
Suno Mere Dosto Ye Faryad Mere Dil Ki,
Maine Hamesha Uski Parwah Ki,
Magar Usko Parwah Thi Kisi Aur Ki..;;-))