• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Jab Bhi Kisi Ko Kareeb Paya Hai Kasam Khuda Ki Wahin Dhokha Khaya Hai Kyon Dosh Dete Hein Hum Kanto Ko Zakham To Humne Phulo Se Paaya Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ye mera dil is dil ki halat kaise batauntumhe........ ye dil ab dil na raha di ki awaz kaise sunaun tumhe.......... kishi ke mohabat main thukraya gaya hai ye...... ye dil mein jo dard hai kaise dekhaun tumhe......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kisi ki yado ne pagal bana rkha h, kahi mr na jau kafan sila rkha h, jalane se pehle"DIL"nikal lena, kahi wo na jal jye,jise dil me basa rkha hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tum Kya Jano Kya Hai Tanhai, Is Tute Hue Patte Se Pucho Kya Hai Judai, Yu Bewafa Ka Ilzam Na De Zalim, Is Waqt Se Puch Kis Waqt Teri Yaad Na Aayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dur reh kar bhi teri fariyad karte hain. Apni tanhayi se teri baat karte hain.sweet Tu bhul ja ya khuf-ae-badnami se ho juda. Har ghari har pal tujhi ko yaad karte hain.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • rasty pe na bethoo k hawa tang kary geee bichry huwy loogoo ki sada tang kary geee mat toot k chahoo ussy agaz-e-safer say bichry ga tu aik aik ada tang kary geee
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Paas aakar sabhi door chale jaate hain, Hum akele the akele reh jaate hain, Dil ka dard kise dikhaye, Marham lagaane waale hee zakhm de jaate hain!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ye chaandni bhi ab sooni sooni hai, Maut ki chaahat ab tak adhoori hai, Ye kaisi tujhse meri doori hai, Jeena toh bas ab ek majboori hai!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • कभी हम टूटे तो कभी ख्वाब टूटे, ना जाने कितने टुकड़ों में अरमान टूटे, हर टुकड़ा आइना है जिंदगी का, हर आईने के साथ लाखों जज्बात टूटे.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Apni har ik saans teri ghulam kar rakhi hai, logome ye zindagi badnam kar rakhi hai, aaina bhi nahi ab to kisi kam ka swee2 hamne to apni parchhayi bhi sanam tere naam kar rakhi hai…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aankhon mein sapne leke koi zindagi mein aata hai, Unhi mein gam deke woh chala bhi jaata hai. Jaana hee hai aane waale ko, Toh pehle ye sikhake ja, Ki khone ke baad kisi ko jiya kaise jata hai!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ab Wafa Se Mukar Gaya Hai Dil, Ab Mohabbat Se Dar Gaya Hai Dil, Ab Saharon Ki Baat Mat Karna, Ab Dilason Se Bhar Gaya Hai Dil, Jab Bulate Thay Zinda Dil Thay Hum, Ab Na Aao Ke Mar Gaya Hai Dil, Kia Bhala Dhundte Ho seene Mein, Jaan Se Bhi Guzar Gaya Hai Dil, Ab Wo Pagal-Pan na Wo Wehshat Hai, Chot Kha kar Sudhar Gaya Hai Dil.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • rulana har kisiko ata hai hasana har kisiko ata hai rula ke jo mana le wo sacha yar hai or jo rula ke khua bhi ansu bahaye wo sacha payar hai... to shabnam
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aaney wali ruton ke anchal mein Koi saa’at saeed kya ho gi Raat ke wakt rang kya pehnoon Roshni ki kuleed kya hogi Jabke baadal ki aut laazim ho Janti hoon, ke deed kya hogi Zard mausam ki khushk tehni se Konplon ki umeed kya hogi Chand ke koi pass bhi sunaney ko Ab ke koi naweed kya hogi Gul na hoga to jashne khushbu kya Tum na ho ge tou eid kya hogi..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • उसको चाहा पर इज़हार करना नहीं आया; कट गई उम्र हमें प्यार करना नहीं आया; उसने कुछ माँगा भी तो मांगी जुदाई; और हमें इंकार करना नहीं आया।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Woh mujhe chorr geya tha kisi rangeeni main, Woh jo ab dhoondta rehta hai kharabon mein mujhe, Tum ne ik umar kiya hai nazar’andaaz Wasi, Aur ab dhoondte phirte ho saraabon mein mujhe, Zaroob-o-taqseem Wasi ishq mein la’hasil hai, Jaaney kyon khojtay rehte ho hisaabon mein mujhe..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bewafaa yun pal mein kisi ko na kehna Kya pata tumhare liye kitne zulm use pada hai sahna Yeh mera hai kehna Sachhi mohabbat karte ho to usse nibhana bhi sikhna …
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Pyar tha mujhe usi se Uski Chahat me main tadapta raha Maut bhi meri mohabbat ko rok na saki Kabr me bhi ye dil dhadakta raha By Hareram
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kitni Mayoos Si Sada Hoti He..! Palat Ke Dekho To Hawa Hoti He..! Wo Mujhe Zindgi Ki Tarha Lagta He Magar Zindagi Bhi To Bewafa Hoti he?!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS