• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Kyaa Mangu Khuda Se Tumhe Pane Ke Baad,, Kiska Karun Intejar Tumhe Pane Ke Baad , Kyun Kisi Ke Liye Jaan Luta Dete Hain Sabhi, Mujhe Ab Malum Huaa Tumhe Sirf Pane Ke Baad..!!
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kaise bhula dun main teri yaad, Ab to mumkin nahi bhulana teri yaad. Kabhi the ham divana tere naam ke, Aaj teri chahat ne kiya hame barbad†Khan
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Woh bewafa nikli toh kya hua, kuch dino ka toh saath nibhaya tha, . Tadapta hua chhod gayi toh kya gilla, Tadapna bhi toh ussi ne sikhaya tha?
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hamne Manga Tha Sath Unka, Wo Judai Ke Gam De Gaye, Ham Jee Lete Unke Yaado KeSahare, Par Wo Bhul Jane Ki Kasam DeGaye....
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum Tumhe Bhulade Yeh Mumkin Nahi Hoga Agar Ho Sake To Tum Hi Hamain Bhuladena Shikwa Na Karenge Koi Zingadi Bhar Tum Se Chaho To Dil Se Meri Tasweer Bhi Mita Dena Pyaar Ki Kahani Jo Kabhi Shuru Hui Thi Darmiya Is Kahani Se Agar Ho Sake To Mera Naam Mita Dena Zindagi Bhar Tumhe Bewafa Na Kahenge Hum Chahe Tum Khud Hi Mujhe Dil Se Bhula Dena.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Unki chahat me dil majbur ho gaya! Bewfai karna unka dastur ho gaya , kasur unka nahi hamara tha! Hamne chaha hi itna ki unko gurur ho gaya...KISHOR UPASE (P)
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil karta hai bandook ki goli par "I MISS U" likhkar 6 ki 6 apke "DIL" me utar du.,, Taaki aapko ko pata chale ki jab kisi ki "YAAD" aati hai toh kitna "DARD" hota hai...
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kabi Hm Un se Kbi Wo hum Se Rooth Jate Hen Hawa Kuch Chalti He Asi k Kinare Choot Jate Hen Samundar Ki Gehrai Se b Hote Hen Jo Gehre Pal Bhar Me Q wo Rishte Toot Jate Hen Jin Pe Hota Hae Bharosa Apne Ap se Barh Kr Wo Log Dil Ki Duniya Q Loot Jate Hen Teer Chalte Hen jb Nafrat K UnKi Ankhon Se Dil Kanch K Hote Hen Aksar Toot Jate Hen Bra dukh dety hen Vo log DOST Zra Zra c Bat Pr Jo Aksar Rooth Jate Hen
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zakham Dainay Ka Andaz Kuch Aisa Hai, Zakham Day Ker Pochtay Hain Ab Haal Kaisa Hai? Kisi Aik Say Gila Kiya Karna Yaaro, Saari Duniya Ka Mizaaj Aik Jaisa Hai kk
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na Din Ka Pata Hai Na Raat Ka, Ek Jawab De Rab Meri Baat Ka, Kitne Din Beet Gaye Usse Bichdade, Ye Bata De Kaun Sa Din Rakha Hai Hamari Mulaqat Ka MOMENUR DEWAN
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hame Na Mohabbat Mili Na Pyar Mila, Ham Ko Bhi Mil Bewafa Yaar Mila, Apni To Ban Gyi Tmasha Zindgi, Har Koi Apne Maqsad Ka Talbgar Mila...PB
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ------- Kyu dil ke mere tukde kar diye, kyu mere aansu ko apni muskan se baha diye, gunah kya tha mera bus chahna tumhe, kyu meri zindagi me tune dard bhardiye.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hansi Hansi Mein Kitno Ko Hansaa Diya, Hansi Hansi Mein Kitne Gammon Ko Chhupa Liya, Hans Kar Gaye Koi Hum Par Es Kadar, Ki Umra Bhar Ke Liye Hamne Hasna Bhula Diya !!
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • dard jitna saha jaye utna hi sehna, kisike dil ko lag jaye woh baat na kehna, milte hain hamare jaise log bahut kam isliye, hamse kabhi alvida (Goodbye) naa kehna…
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hua kya kasoor, wajah kya thi tere jaane ki Dhadkan chal rahi hai, is ko umeed hai tere aane ki Aakhri saans tak koshish karoongi tujhe manane ki Saans jab toot jaye shayad woh hi wajah ho tere wapis laut aane ki Shayad nazar lag gayi mere pyaar ko is zammane ki Khan
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek hasrat thi ki unke dil mein panah milegi, Kya pata tha unse mohabbat ki saja milegi, Na apno ne samjha na giaro ne jana, Kya pata tha meri taqdeer hi mujhe bewafa milegi.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Pyar zindgi ko sjane ke liye hai... Zindgi dard badhane kd liye hai..... Kash ko padh pata AJAY ki udasi ko..... Yh hasta hua chehra to sirf dikhane k liye h........ <[Ajay.sp]<3
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na Chaaho Itna Hame, Chahaton Se Dar Lagta Hai Na Aao Itna Kareeb Judai, Se Dar Lagta Hai, Tumhari Wafaon Pe Bhrosa Hai Magar Apne Naseeb Se Dar Lgta Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS