Ek Tasveer Jo Khawabo Ko Saja Jaati Hai,
Kitne Soye Hue Jazbaat Jaga Jaati Hai,
Aaj Bhi Unki Yaadein Akele Mein,
Muskan Ban Kar Lab Par Khil Jaati Hai.
Aaz Zindgi Se Jyada Mere
Liye Maut Suhanni Hai,
Iss Dard Bhari Zindgi Ki
Bas Ek Hi Kahani Hai, Jab
Bhi Chaha Usey Aansuo Ki Kimat
Batana. To Usne Kaha Pagal Ye
To Teri Aankho Ka Paani Hai.
Shaam din ko dalhna Sikha daiti hy
Shama Parwany ko jalna sikha daiti hy
Girny sy Choot tu lagti hy mager
Thokrain Insan ko Chalna sikha daiti hy...iii
जो मुस्कुरा रहा है, उसे दर्द ने पाला होगा...,
जो चल रहा है, उसके पाँव में छाला होगा...,
बिना संघर्ष के इन्सान चमक नही सकता,
यारों...,
जो जलेगा उसी दिये में तो, उजाला होगा...।
Jo Kuchh Bhi Mila Hai Usi Mein Khush Hoon, Main Tere Liye Khuda Se Koi Taqraar To Nahi Karta, Par Kuchh To Baat Hai Teri Fitrat Mein Pagli, Warna Tujhe Chahne Ki Khata Hum Baar Baar Nahi Karte...
Main Pyar Usse Iss Kadar Karta Chala Jaun,
Wo Zakhm De Aur Main Unhe Bharta Chala Jaun,
Bewafayi Karna Uss Ki Zidd Hai To Zidd Hi Sahi,
Meri Bhi Zidd Hai Uss Pe Yuhi Marta Chala Jaun.
True Lines........
°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°
!! Koi Pyar Kare !!
!! To Tumse Karey !!
!..! Tum Jese Ho !..!
!..! Wese Kare !..!
** koi Tumse Badal k pyar Karne Ko Kahe**
** To woh pyar Nahi Souda He **
Aur Saaheba
Pyar Me Souda Nahi....
SPEAK NOT MY TEARS
NEITHER OPEN MY FEARS
THE THING THAT BROKE WAS MY HEART
ITS PIECES WONT BE GATHERED HERE
PLACE ALL ITS PIECES TO THE FIRE NEAR
FORGET THOSE DAYS WHEN SOMEONE CALLED ITDEAR!
ALONE I HAVE TO WALK THERE
DO NOT DREAM OF THE SKY THAT WAS CLEAR
ITS MY STORY THAT DOES NOT FINISH
UNTIL MY SOUL DISSOLVES IN THE AIR….
Wo koi aur na tha chand khushk patte the
shajar se toot ke jo fasl-e-gul pe roye the
abhi abhi tumhen socha to kuch na yaad aaya
abhi abhi to hum ek-dusare se bichde the
tumhare bad chaman par jab ik nazar dali
kali kali mein khizan ke chirag jalate the
tamam umr wafa ke gunahgar rahe
ye aur baat ki hum aadmi to ache the
shab-e-khamosh ko tanhai ne zaban de di
pahad gunjate the dasht sansanate the
Ho Jaayegi Fanaa Meri Awaaz
Dil-E-Tashudad Mein, Chhod
Degi Kuchh Nishaan, Ke Mera
Naam Aaye Na Aaye, Diwaanagi
Phir Aayegi, Jaagte Jaagte Gum
Ho Jaayegi Raat Kahin Roshni
Mein, Kar Jaayegi Waada Ke Neend
Aaye Na Aaye Chaandni Phir Aayegi.