* Love is when MuM kisses my forehead
* Love is that PaPPa waiting for me, When I came late
* Love is that when my sister while doing my work says...
Jab meri shaadi ho jae gi tou kon kare ga tumharay kaam?
* Love is that when brother says
Tujhe pasand hay, chal rakh lay main or khreed lon ga
* Love is that when my best friend says
Tension na lay yaar, Main hon na tere saath
Tu Mera Hai Tera Naam Koi Aur
Na Le, In Bhegti Ankho Ka
Jaam Koi Aur Na Le, Kuch
Is Liye Bhi Maine Tera
Hath Na Chora Tu Gir Gaya
To Tujhe Tham Koi Aur Na Le.
Khud tere paas aane ko jee chata hi,
roya hu bhut uske liye.
ab usko rulane ko jee chata hai ,
socha nhi tha aauga tere paas ,
unko kbhi chhod ke.
lekin ab tere pas aane ko jee chata hi.
Kitna Dur Nikal Gye Riste NibhateNibate,
Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Pate Pate,
Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil Me,
Aur Hum Thak Gye Muskurate Muskurate
Jab Kisi ke sapne kisi ke armaan ban jaaye.
Jab kisi ki hansi kisi ki muskan ban jaaye !
Pyaar kehte hain usey.
Jab Kisi ki saansein kisi ki jaan ban jaaye !
Is Dard Ki Duniya Se Guzar Kion Nahi Jate
Ye Log Bhi Kia Log Hain, Mar Kion Nahi Jate
Hai Kon Zamane Mein Mera Poochne Wala??
Nadaan Hain Jo Kehte Hain Ke Ghar Kion Nahi Jate
Shouley Hain To Kion In Ko Bharakte Nahi Dekha??
Hain Khak To Rahon Mein, Bikhar Kion Nahi Jate
Aansu Bhi Hain Aankhon Mein, Dua’in Bhi Hain Lab Par,
Bigrey Hue Halaat, Sanwar Kion Nahi Jate
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Tera Mujrim Hoon, Mujhe Dub Ke Mar Jaane De
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De
Aankhe aapki bahey to aansu mere ho saans aapki chaley to dhadkan meri ho bas zindagi main yehi dil ki tamanna hai ki jab bhi aap ki yaad aaye aap mere saamne ho......
Ek Tamanaa Hai Unko Paane Ki, Ek
Tamanaa Hai Unka Apna Banane
Ki, Log Puchhte Hai Kyu Takte
Rahete Ho Unki Tasveer Ko
Raat Din, Ek Tamanaa Hai Unki
Tasveer Ko Takte Takte Mar Jaane Ki.
Khushi ne mujh ko thukaraya hai ranj-o-gam ne
pala hai
gulon ne berukhi ke hai to kanton ne sambhala hai
muhabbat mein khayal-e-sahil-o-manzil hai
nadani
jo in rahon mein lut jaye wohi taqadir vala hai
charagan kar ke dil bahala rahe ho kya jahan valo
andhera lakh raushan ho ujala phir ujala hai..ii
Har Sans K Sath Mujhe Socha Karoge Tum;
Apne Hi Aks Me Dhunda Karoge Tum
Jab Yad Ajayegi Tum Ko Wafa Meri;
Phir Har Shaqs Ko Chahat Se Dekha Karoge Tum
Aj Meri Tanhaiyo Par Has Rahe Ho Na;
Mujhse Bichad Kar Isi Bat Par Roya Karoge Tum..