Mayoos mat hona, yeh aik gunaah hota hai,,
Milta vahi hai jo kismat main likha hota hai,,
Har cheez mile humain, yeh zaroori to nahi,,
Kuch cheezon ka zikar doosre jahaan mein hota hai?
लम्हों की खुली किताब हैं ज़िन्दगी ….
ख्यालों और सांसों का हिसाब हैं
ज़िन्दगी …. कुछ ज़रूरतें पूरी ,कुछ
ख्वाहिशें अधूरी ….. इन्ही सवालों के
जवाब हैं ज़िन्दगी
Tumhe pehli barish psnd hai or mujhe barish me tum
Tumhe hsna pasand hai mujhe hstey huye tum,
Tumhe humse bat krna psnd h, mujhe bolte hue tum
Tumhe sab kuchh pasand hain or mujhe bas tum…
Aa Meri Jaan Mera Sabkuch Tu Apna
Kar Le, Bas Meri Chahat Se Rista
Kar Le, Tere Liye Me Kuch Bhi Ho
Skta Hoon!! Par Mere Liye Tu Wo
Hai Jiske Liye Me Saans Leta Hoon.
Likhun main kaise usko najrana apne pagal dil ka
Jo bhi likhna chahte hain to likhna bhul jate hain
Unki khuli hui bikhri julfon ko dekhkar
Ab to suraj bhi nikalna bhul jate hain
Karun main kiya ab mujhko batao tum ‘Dost’
Usko dekhkar najren htana bhul jate hain...ii
Ishq Kamzor Dil Se Kiya Nahi Jaata,
Zehar Dushman Ke Haato Piya Nahi Jaata,
Jis Dil Mein Basi Ho Ulfat-E-Mohabbat Yaar Ki,
Uss Yaar Ke Bina Ab Mujhse Jiya Nahi Jaata.
Hasi Chupana Kisi Ko Gawara Nahi Hota;
Har Musafir Zindagi Ka Sahara Nahi Hota;
Milte Hai Log Is Tanha Zindagi Me Par;
Har Koi Tumsa Pyara Nahi Hota...
Log Bus Mohabat Ko Paney Ki
Baat Krtey Hain, Hum To Iss
Ko Nihbaney Ki Baat Krtey
Hain, Log Chahte Nahi Chahat
Ko Chahat Samajh Kar, Hum Chahat
Ko Chahat Se Chahney Ki Baat
Krtey Hain, Log Chahte Hain
Mohabbat Ka Samundar Paar Krna.
Hum To Bas Ishq Mein
Doob Janey Ki Baat Krtey Hain.
Mere Pyar Ka Imtihan To Liya Hota,
Khud Ko Sabit Karne Ka Mauka To Diya Hota,
TodKar Chand Bhi LaKe De Dete,
Ek Baar Aashmaan Ki Aur Ishara To Kiya Hota.
Haasi Thami Hai In Aankhon Mein Nami Ki Tarah
Mehakti Thi Jo Gulshan Mein Kali Ki Tarah
Yun Toh Koi Aata Nahi Iss Viraan Chaman Mein
Yeh Kiski Parchai Hai Kuch Meri Hi Tarah
Yun Toh Dard Ka Rishta Bahot Gehra Hai
Par Yaadein Bhi Ek Kadwa Sach Hai Zindagi Ki
Tarah
Woh Aaya Aur Chala Gaya Sab Kuch Lekar
Lipti Reh Gayi Rooh Badan Par Ajnabi Ki Tarah
Kise Dhundti Hai Iss Duniya-e-Dast Mein Tanha
Nazar
Koi Saathi Ho Mera Bhi Iss Khamoshi Ki Tarah..ii
Main yun miloon tujhse ke tera libaas ban jaun,
Tujhe bana ke samandar aur khud pyas ban jaun
Aaj pehloon mein mujhe toot ke bikhar jane do,
Kal ko shayad mumkin nhi ke main tumko paun
Tu ban jaye lahar aur main sahil ban jaun,
Ho ishq mera sahil to main roz tujhse takraun
Kabhi hum pe wo jaan diya karti thee,jo hum kahte thye maan liya karti thee.Ab pass se anjaan bankar gujar jaati hai,jo door se pahachan liya karti thee.