• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Khuda Apni Khudai Har Lamha Dikhata Hai Tum Pyar Karo Isiliye Dil Banata Hai Pyar Ki Gehraiyon Mein Kaha Tak Doobe Ho Ye Dekhne Ke Liye Juda Karke Aazmata Hai...ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ankhen khuli rehti thi jinki palke chumne ko, Lab pyase rehte the jinke honth chumne ko , Woh aa bhi jaati hai kayamat ban kar, Bas fark itna hai hamare nahi kisi aur ke saath ghum ne ko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • bahut khubsurat unka har andaaz hai, haqiqat hai ya khwaab hai, khushnaseebon ke paas rehte hain wo, mere paas to bas unki meethi si yaad hai....................!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab dil tut ta hai to awaz nahi aati. Mohabbat har kisi ko ras nahi aati. Ye to apni apni baat hai yaaro koi to bhula nahi pata. Aur kisi kisi ko yaad nahi aati.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Maine Jab Jab Apne Jakhmo Ko Bharne Ki Koshish Ki, Tab Tab Jakhm Dekh Kar Tumhari Bewafai Yad Aai; Socha Ki Aankhe Band Kar Ke Un Par Marham Laga Lenge ! Lekin Fir Bhi Dag To Rah Hi Jayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • जब भी उनकी गली से गुज़रता हूँ; मेरी आंखें एक दस्तक दे देती हैं; दुःख ये नहीं कि वो दरवाजा बंद कर देते है; खुशी ये है कि वो मुझे अब भी पहचान लेते हैं।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bas Ab Ek Haan Ke Intezaar Me Raat Yunhi Guzar Jaayegi, Ab Toh Bas Uljhan Hai Saath Mere Neend Kahan Aayegi, Subah Ki Kiran Na Jaane Konsa Sandesh Laayegi, Rimjhim Is Gungunayegi Ya Pyaas Adhuri Reh Jaayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS