• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Vo Jate Hue Keh Gaye Ki Ab Toh Hum Sirf Tumhare Khwabo Me Hi Aayege... Koi Keh De Unse Jaake Ki Vo Wada Toh Nibhaye Hum Zindagi Bhar Ke Liye So Jayege...
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aap ke aane se zindagi kitni khoobsurat hai, Dil me basi aap ki hi surat hai, Door jaana nahi hamse, hume har kadam par aap ki jarurat hai.!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Honth Keh Nahi Sakte Jo Fasana Dil Ka, Shayad Nazar Se Woh Baat Ho Jaye. Is Umeed Mein Karte Hain Intezaar Raat Ka, Ke Shayad Sapne Mein Mulaqat Ho Jaye…
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Yaad Hai Tumhari Ya Yaado Me Tum Ho, Ye Khwab Hai Tumhara Ya Khwabo Me Tum Ho, Hum Nahi Jante Hume Bas Itna Bata Do Ki, Hum Jaan Hain Tumhari Ya Hamari Jaan Tum Ho!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unki Chand Baaton Me Khud Ko Maine Toda , Unki Ek Halki Muskan Me Khud Maine Sawanra Hai , Hum Nahi Kehte Ki wo Humse Payar Nahi Karte , Wo Karte Bahut Hain Duniya Ke Saamne Iqraar Nahi Karte, Hum Unhe Apna Banane Ke Liye Duniya Se Ladne Ko tayyar Hain, Unke rishton ke Izzat Ke Aage Shayd Meri Pyar ki Itni HI Aukaat Hai, hum YE Nahi Kehte Wo Humse Payar Nahi Karte ,
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Log pasand dil se nhi.. Chehre se karte hai, Wo dil pe nahi sundarta pe martehai.. Hm sundar to nhi par dil k saaf hai Isliye bahut kam log hume pasand karte hai..
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • *** Phir na simtegi agar dosti bikhar jayegi, Zindagi zulf nahi jo sanwar jayegi Jo khushi de tham lo uska hath, Zindagi ro ke nahi hanske guzar jayegi.***
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Dil Na Jaane Kya Kar Baitha, Poche Bina Mujhse Ye Faisla Kar Baitha, Is Zamaane Par Toota Sitaara Tak Nhi Girta, Aur Ye Pagal Dil Chand Se Pyar Kar Baitha.!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • teri har baat ko apnaya hai,na ho tujko koi dukh is liye sar apna jukaya hai,ye mat sochna ke nahi karte pyar tumse,apni har saans ko naam tere karaya hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ♥Tere Chehre Me Mera Noor Hoga♥ ♥Fir Tu Na Kabhi Muzse Dur Hoga♥ ♥Soch Kya KhusiMiLegi Jaan Us Pal♥ ♥Jis Pal Teri Maang Me Mere naam ka Sindoor Hoga♥
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Six Things Which Can Weaken The Relationship 1. Misbehaving 2. Ignoring 3. Lying 4. Breaking Promises 5. Avoiding Contacts 6. Doubting **************** Six Things Which Can Strengthen The Relationship 1. Good Attitude 2. Helping 3. Trusting 4. Respecting 5. Entertaining 6. Forgiving Mistakes
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Fulo tie dele jete lage khushi, Besi khushi lage tome dele hosi. Jibano mo thila sadha kagaja, Ranga bhori delo mo jibane aasi. He Abinisi mu tomoku bholo paye Mo jibana thu besi.............
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi Us Insan Ko Dard mat dena jo tumhe dil se chahata ho.. . . Warna ek Din esa hoga. Dil To hoga par koi chahne wala nahi hoga...
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS