• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Kisine Humse Pucha, Koi Apna Tuje Chhod K Chala Jaye To Tu Kya Karega? Humne Hass K Uska Jawab Diya Apna Kabhi Chhod K Nhi Jata Or Jo Jaye Wo Apna Nahi Hota..;
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek aDa ApKa "DiL CHuRaNe Ki . Ek aDa ApKe DiL Me BuS "JaNe Ki - "aE_JaaN" - CHeHRa ApKa CHaND Sa . AuR eK ZiD HaMaRi Uss "CHaND Ko PaNe Ki...!! "I Love You"
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Suna Hai...Waqt K Sath Halat Badal Jate Hai Insan Badal Jate Hai Jazbat Badal Jate Hai Par Tum Nahi Badloge Ye Aitebar Karte Hai Hum Tumse Pyar Karte Hai!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Raaste Mein Pattharo Ki Kami Nahi Hai, Mann Mein Toote Sapno Ki Kami Nahi Hai, Chaahat Hai Unko Apna Banana Ki Magar, Unke Paas Apno Ki Kami Nahi Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "मोहब्बत से रिहा होना ज़रूरी हो गया है, मेरा तुझसे जुदा होना ज़रूरी हो गया है, वफ़ा के तजुर्बे करते हुए तो उम्र गुजरी, ज़रा सा बेवफा होना ज़रूरी हो गया है."
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Kuch Hota Hai Yar Kyu K Mera Dil To Pagal Hai So Ap Mujhe Ache Lagne Lage After All Hum Tumhare Hai Sanam Any Way Tumko Na Bhool Payenge I Lov U Hamesha Dil Se...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar, ishq aur mohabt, Ye rog kyu ache lagte hai ? Rat ka jagna, ashko se baten krna, Ye khel q ache lagte hai ? Jo dil ko bahot tadpate hai, Wo log q ache lagte hai..??
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • sans tham jati h par jaan nahi jati . dard hota h par awaz nahi aati ajib rog he is zamane me koi bhul nahi pata aur kisi ko yaad nahi aati.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Ajnabee Se Mujhe Itna Pyar Hai; Inkar Karne Par Chahat Ka Ikrar Hai; Use Pana Meri Kismat Me Nahi; Phir B Har Mod Par Uska Intezar Hai!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Raat Ki Chandni Aapko Sada Salamat RakheyPariyo Ki Aawaz Aapko Sada Aabad RakheyPoori Kaaynat Ko Khush Rakhne Wala Wo RabAapki Har Ek Khushi Ka Khayal Rakhey…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Majburi me nahi, agar Dil kare to yad karna, Duniya se fursat mile to bat krna, Dua hai zamane ki har khushi pao aap, Fir bhi ankh bhar aye to hume yad krna
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apna Humsafar Bana Le Mujhe, Tera Hi Saya Hu Apna Le Mujhe, Ye Raat Ka Safar Or Bhi Hasin Ho Jayega, Tu Aa Ja Mere Sapno Me Ya Bula Le Mujhe…I LOVE YOU SEEMA
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bahut Udas Hai Koi Tere Jaane Se, Ho Sake To Laut Aa Kisi Bahane Se, Tu Lakh Khafa Sahi Magar Ek Baar To Dekh, Koi Toot Gaya Hai Tere Rooth Jaane Se..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bin Tere Saanse Toh Chal Rahi Hai, Magar Mujhme Zindagi Nahi Hai. Mere Haathon Me Gulaab Toh Hai, Magar Isme Khushboo Nahi Hai. Ro Raha Hun Pal Pal Tere Bina Mein, Magar Pata Nahi Kyun Meri Inn Aankhon Me Aanshun Nahi Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yein raat itni tanha kyu hoti hain ? apne kismat se sabko sikayaat kyu hoti hain ? yein kishmat bhi ajeeb khel hain ? jise hum paa nahi sakte ussi se hi mohabbat kyu hoti hain ??
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jee Bhar K Dekhoon Tujhe Agar Tujhko Gawara Ho,, Betaab Meri Nazrain Hoon Or Pyar Tumhara Ho.. Jaan Ki Fikar Ho Na Zamaney Ki Parwa,, Ek Tera Pyar Ho Aur Tu Sirf Humhara Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai, Dil me basayi hai jo woh apki hi surat hai, Dur jaana nahi humse kabhi bhulker bhi, Hume har kadam per aapki zarurat hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apki Zindagi me 5 chize kabhi bhi Aa sakti Hai "Hum" . "Hamara call" . "Humara msg" . "Humari Yaad" Aur . "HUMARI YAAD SE APKE FACE PE SMILE" . Dekho Aa Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS