Teri Yadoon Ko Dil Sy Lagay Phirty Han
Tary Ghamoon Ko Seeny Main Chupay Phirty Han
Jab Sy Tm Bhichry Ho Khuda Ki Qasam
Hum To Apny Ghar Ka Pta Bhulay Phirty Han
Tjy Kia Pta Kaisy Hota Ha Dill Ka Dukh Tari Yaad Main
Hum To Dunia Bhulay Phirty Han
Tu Ny To Hamain Bhula Dia Ha Bewafa
Hum Tari Yadoon Ko Dill Main Basaey Phirty Han
Hum Tumse Kuch Kehne Ja Rahe Hai,
Nighaon Se Dur Dil Ke Pas Hum Rehne
Aarahe Hai, Kehte Hai Kuch Pane
Ke Liye Khona Jaruri Hai Hum Tume
Pane Ke Liye Aaj Marne Ja Rahe Hai.
Jazbaat Mere Kahin Kuchh Khoye
Huye Se Hain, Kahu Kaise Who Tumse
Thoda Sharmaye Huye Se Hain, Par
Aaj Na Rok Saku Ga Jazbato Ko
Main Apne Karte Hain Pyar Hum
Tumhi Se, Par Ghabraye Huye Hain.
Beetay pal wapas la nahi sakte
Sukhe phool wapas khila nahi sakte
Kabhi kabhi lagta hai aap hamein bhul gaye
par dil kehta hai ke aap hamein bhula nai sakte.,
Chand Banke Tum Meri Gali Aaya Karo
Chupke Chupke Chori Chori Mere Khwab Sajaya Karo
Rajnigandha Banke Tum Raat Me Khil Jaya Karo
Khusbu Apni Meethi Meethi Meri Sanso Me Basaya Karo.
Aaj barish me tere sang nahana hai,
Sapna ye mera kitna Suhana hai,
Barish ki bunde jo gire tere hotho pe,
Unhe apne hotho se uthana hai.
By - एस पी पोटे
Aapki aankhon se jhlkti o khushi hai
Jo smndr se v gehri aur aasma se hai unchi
Aapki chamak se to kliyan v shrma jaayen
Esi Noor-E-Maliika aapki khoobsurti hai
कहाँ से लाऊ हुनर उसे मनाने का;
कोई जवाब नहीं था उसके रूठ जाने का;
मोहब्बत में सजा मुझे ही मिलनी थी;
क्यूंकी जुर्म मैंने किया था उससे दिल लगाने का।
Sapne The Aur Sapno Ke Bas Aap Hi Sahil Hue,
Na Jane Kaise Hum Aapki Dosti Ke Kaabil Hue,
Karazdaar Rahenge Hum Uss Haseen Pal Ke,
Jab Aap Hamari Zindagi Mein Shamil Hue.
Sirf Khwabon Me Hoti Hu Rubaru Unse
Jeene Ke Liye Saans To Hai Lekin Jaan
Sanam Ke Pas Hai
Na Pucho Haal Doston Haal Bahut Behaal
Hai
Pal Bhar Ki Mulaqaat Se Dil Bekaraar Hai..!