• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Ya khuda bas ek duaa hai aapse ,,,, Meri wafa ko kisi ki nazar na lage,,,, Agar nazar lage bhi to iskadar lage,,,, Ki mere mehboob ko mere maut ki khabar na lage.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • कभी किसी से प्यार मत करना! हो जाये तो इंकार मत करना! चल सको तो चलना उस राह पर! वरना किसी की ज़िन्दगी ख़राब मत करना!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi Ne Kaha Wo Ajnabi Hai Dil ne kaha ye Dil ki Lagi hai Kisi ne kaha wo Sapna hai Dil ne kaha phir b Apna hai Kisi ne kaha wo do pal ki Mulaqaat hai Dil ne kaha ye sadiyo ka 7 hai Kisi ne kaha wo teri Bhool hai Dil ne kaha phir b qabool hai Kisi ne kaha wo teri Har hai Dilne kaha yehi to PYAAR hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Deri Hi Saahi Par Duri To Nahi, Intezaar Bhala Par Judaai To Nahi, Milna Bichaadna To Kismat Hai Apni, Akhir Insaan Hain Hum Farishta To Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • जख्म जब मेरे सीने के भर जायेंगें …. आसूं भी मोती बन कर बिखर जायेंगें …. ये मत पूछना किस-किस ने धोखा दिया …. वर्ना कुछ अपनों के चेहरे उतर जायेंगें
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaj bahut yaad aa rahe ho tum.. Aankhen band hain phir bhi nazar aa rahe ho tum.. Na jaane kyun aisa lagta hai k saamne khade hokar… Mujhe ab tak rula rahe ho tum.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • है मोहब्बत कितनी तुझसे बता दूँ मैं ,, तू कहे तो ज़माने को भी दिखा दूँ मैं ,, पगली छोड़ ये दुनिया का डर सारा , आ तेरी माँग में सिंदूर सजा दूँ मैं
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aksar jab hum unko yaad kartey hain, Apne rub se yahi fariyaad kartey hain, Umar hamari bhi lag jaye unko, Kyuki hm unko khudse jyada pyar krte h.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • pyar kisi se jo karoge Ruswai hi milegi, Wafa kar lo chahe jitni Bewafai hi milegi, Jitna marzi kisi ko apna bana lo, Jab Aankh khulegi To Tanhai hi milegi,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumhain Bakhshi Hay Dil Par Hukmarani Aor Kia Daitay Yehi Thi Bus Hamari Rajdhani Aor Kia Daitay Sitaron Say Kisi Ki Mang Bharna Aik Fasana Hay Tumharay Naam Likh Di Zindagani Aor Kia Daitay Woh Ham Say Mangta Tha Umar Ka Ik Dilnasheen Hissa Na Daitay Us Ko Hum Apni Jawani, Aor Kia Daitay Bichartay Waqt Usko Ik Na Ik Tohfa To Daina Tha Hamaray Paas Tha Aankhon Main Pani Aor Kia Daitay
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jeevan ki haar mord por kanto nahi hote.... Jeevan ki haar jakham bura nahi hote.... Jeevan Ki Haar Ek Panna sunaherA Nahi Hota.... Palkon Ke Shiva Ansu Kanhi pe Bhi Nahi Hota.... Phir Bhi Dil Rota Hai, Tera Diya Hua Haar jakham mai.... Kyun ki Tu Hi Ek Swapna Tha Mera SuNeHeRa.... Tere Shiva Mera Jeevan Hai Adhura....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazar chahti hai Deedar karna* Dil chahta hai Tum se baat karna* Kya sunaon apne Dil ka Aalam*, Mere Naseeb mai likha sirf Tera Intizaar karna*
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Is Nachiz Ko Aapse Humesha Pyar Rahega, Aapse MiLne Ko DiL Bhi Bekrar Rahega, Aap ChaLe Jana Humshe Chahe Kitna Bhi Door, Fir Bhi In Nigaho Ko Aapka Hi intzar Rahega.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Baat Hi Kya Karu Jiski Khabar Hi Na Ho, Woh Dua Hi Kya Karu Jiska Asar Hi Na Ho, Kaise Keh Du Aapko Lag Jaye Meri Umar, Kya Pata Agle Hi Pal Humari Umar Hi Na Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil ke rishtey bhi ajeeb hote hai.. door reh kar bhi kareeb hote hai… jo log aapko roz dekhte hai.. woh log kitne khushnaseeb hote hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhko Apni Jaan Ka Salam Likhenge Dil Ki Kitaab Me Apne Armaan Likhenge, Agar Mil Jaye Aasman Ki Hukumat, To Sitaro Ki Jagah Tera Naam Likhenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek wada kiya tha, Ek wada nibhane ke liye, Ek dil diya tha, Ek dil ko pane ke liye, Usne mohabbat sikhadi aur kha maine to ishk kiya tha tumhe aazmane ke liye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS