• Categories
  • Love Quotes - SMS   16524
  • Ye duniya hai yahan pe ye tamasha ho bhi skta hai... Abhi jo ghum humra hai tumhara ho bhi sakta hai... Tum apne aap ko hargiz koi ilzam mat dena... Ye soda hai mohabbat ka khasara ho bhi sakta hai... Tum ye mat samajh na tum hi meri akhri mohabbat ho... Mohabbat jurm hai hum se dobara ho bhi sakta hai..
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kisi Khoobsurat Mausam Me, Meri Aankho Pe Aap Apna Hath Rakh Do.. Or Haste Hue Keh Do, Pehchan Lo To Ham Tumhare.. 0r Na Pehchano, To Tum Hmare.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Aa jao ki hum prem ki basanti bahar ban jaye... Barish ki rimjhim madhur jhankar ban jaye... In tapti duriyon ko kar ke darkinaar, hum mil ke fir khushnuma bayar ban jaye... Swee2
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kashish To Bahut Hai Mere Pyar Mein, Lekin Koi Hai Patthar Dil Jo Pighalta Hi Nahi, Agar Mile Khuda To Mangunga Usko Magar Suna Hai Khuda Marne Se Pehle Milta Hi Nahi!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Pani ka 1 katra palko pe cha gaya Ye mausam hal-e-dil aapka bata gya Udas ho rahe the na aap mere sms ke bina ? Chalo ab muskurao Humara SMS aa gaya..iii
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Usne mujhe chaha hi nahi aur Main chahat samajh baitha,, Uski pal bhar ki muskurahat ko pyar maine samjh baitha,, Wo to har baat par haan karti thi Main hi ikrar samajh baitha,, Usne mujhse zyada ehmiyat di mere doston ko,Main uski ye adda mazaak samjh baitha..;;-))
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kisi Na Kisi Pe Aitbar Ho Jata Hai, Ajnabi Koi Shaks Dost Ho Jata Hai, Izhar Se Nahi Hoti Muhabbat Kisi Ki Khamoshi Se Bhi Aksar Pyar Ho Jata Hai...
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • U Are In My Talks.. U Are In My Eyes.. U Are In My Feelings.. U Are In My Thoughts.. U Are In My Breath.. U Are In My Work.. U Are In My Mind.. U Are In My Dreams.. U Are In My Prayers.. U Are In My Life.. Bcoz U Are In My Heart..! I Miss U
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Chehre Par Marne Wale Hazar Mil Jayenge.... Kuch Log Har Zarurat Puri Kar Jayenge.... Khawahish Hai Us Ki Jo Dil Se Samjhe Humein... Hum To Zindagi Bhi Us Ke Naam Kar Jayenge.... Swee2
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Zindagi Chahe 1 Din Ki Ho Chahe 4 Din Ki. Usse Aise Jiyo Jaise Ki. Zindagi Tumhen Nahin Mil Zindagi Ko Tum Mile Ho.!! like
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kaanto Ka Dard Phool Ki Daali Hi Samjhe.. Phoolo Ka Dard Baag Ka Maali Hi Samjhe.. Ye Kaisi Reet Banaai Hai Kudrat Ne.. Deepak Ka Dil Jale Aur Log Diwaali Samjhe..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Wo apna Bhi nhi, Wo prya Bhi nhi Ye kaisi dhoop hai Jis ka saya Bhi nhi Kisi ko chaha zindagi ki tarah Usse door Bhi rahe Aur bhulaya bhi nhi..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Agar dost hai to aansu bhi shaan hoti hai. Agar dost na ho to mehfil bhi samshaan hoti hai. .. Saara khel dosti ka hi hai Varna... Janaaja or baraat ek saman hoti hai...
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Koi Kehta Hai Yadain Nasha Ban Jati Hain, Koi Kehta Hai K Yaden Saza Ban Jati Hain, Per Yaad Jab Sachy Dil Sy Kro To, Yadein Hi
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Fasle hote nahi banaye jate hai, Meelo dur rahkar rishte nibhaye jate hai, Dikhawe se zindgi nahi chalti, Qki kuchh rishte bharoshe se nibhaye jate hai...
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Ye Mausam Bhi Kitna Pyaara Hai, Karti Ye Haway Kuch Ishaara Hai, Zara Samjho Inke Jajbaaton Ko Ye Keh Rahi Hai Aapko Kisi Ne Dil Se Pukaara Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Wo Zndgi Hi Kya Jisme Mohabbat Nahi, Wo Mohabbat Hi Kya Jisme Yaade Nahi, Wo Yaade Hi Kya Jisme Tum Nahi.. Aur, Wo Tum Hi Kya Jiske Saath Hum Nahi..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Tum meri zindagi ho meri kainat ho Tum husn se mehekti hoi mast raat ho Tum gulshn e hayat ki rangheen bahar ho Tum mere dil ka chain ho tum hi qarar ho Swee2
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Girl : what do you prefer? Breasts or Legs?? Santa : Choot..! Girl slapped & said:" Tu Randi-khanne mein nahi hai Bhosdike, yeh KFC ka counterhai"...
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS