• Categories
  • Love Quotes - SMS   16524
  • akele ji rahe hai ham♡, koi apna mil jaye♡, dard chhupa kar rakha hai seene me♡, koi bayan karne ko mil jaye♡, mohbbat to kar le ham,♡ par is wafa ko koi bewafa na mil jaye♥.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Jab Samne Hote Ho Tum. Na Jane Kyo Hosh Kho Baith The Hai Hum. Milti Hai Nazar Jab Jab Tumse Sab Kuch Bhul Jate Hai Hum. Hoti Hai Tu Itne Kareeb. Phir Bhi Dil Ki Baat Kehne Se Ruk Jate H Hum.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Mohabato mein jinewale khushnasib hai Mohabato mein marnewale bhi ajib hai Ajib hai humari daastan Jane-e-man Fasalo par rehate hai lekin Kitne karib hai…
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Teacher- Kal Suraj Par Lecture Dungi, Sab Ko Aana Hoga. - Santa- Mai Nahi Aa Sakta - Teacher-kyun? - Santa-kuch Nahi Muje Pata Hai Maa Itna Door Jaane Nahi Degi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • ना मेरी कोई मंज़िल है, ना कोई किनारा, तन्हाई मेरी मेहफिल और यादे मेरा सहारा, तुमसे बिछड़ के, कुछ यू वक़्त गुज़ारा, कभी ज़िंदगी को तरसे, कभी मौत को पुकारा..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Ajeeb Tarah Se Socha Tha Zindgi Ke Liye, Jeena Marna Tha Sirf Usi Ke Liye, Wo Mujhko Tanha Chod Gyi To Yaqeen Aaya, Ki Koi Bhi Nahi Marta Kisi Ke Liye… i love you soni
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • likh diya… Mere humnashin ko mulaqaat ki fursat nhi, unhone aaj khat mein kal milne ko likh diya….. wo jo kahte hai ki hume hal_e_dil bayaan karna nhi aata, koi to unhe batlaade ke humne apne haal ko gazlo mein likh diya….
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Apni Bebasi Par Aaj Rona Sa Aaya Dosro Ko Nahi Maine Apno Ko Aajmaya.. Har Dost Ki Tanhai Dor Ki. Lakin Har Mod Pe Khuda Tanha Hi Paya..?
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kbhi humare pyar ka ehsas kiya hota. Humare dil ki chot ka dard liya hota. Hum b jindagi ko haseen lamha samajhte. Agar kisi apne ne humara saath diya hota.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Har mulaqat tumse adhuri si rahi, Har khushi mein kuch kami si rahi, khwab kya dekha tumhare humne, Neend ki aankho se dushmani si rahi.....By The Hunter
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kitna Dur Nikal Gaye Riste Nibhate - Nibhate ... Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Pate - Pate ... !! Log Kehte Hai Dard Hai Mere Dil Me ... Aur Hum Thak Gaye Muskurate - Muskurate ... !!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Roothe jo zindagi to mana lenge hum, Mile jo gum to nibha lenge hum... Bus tum rehna saath hamare, Pighalte aansuon me bhi muskura lenge hum...k.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • PYAR Na kabhi imtihan leta he Na kabhi imtihan deta he PYAR to wo chij he jo, barish me bhigte chehre pe b Aansuo ko pehchan leta he.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Humsafar Bana Lo Hum Sath Nibhayenge Wo Nhi Jo DiL Laga Ke Chhod Jayenge Intzar Krte Rahenge Zindgi Bhar Tu Aaye Na Aaye Hm Vaada Nibhayenge
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • My best Msg Sachche pyar mein nikle aansu aur rote hue bache ke aansu ek saman hote hai, Kyun ki dono ko pata to hai ki dard kya hai par kisi ko bata nahi sakte.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Aaj har Ristha bazaar me bikta hai Dil se kisi ke dil me kaun tikta hai, lekin hamare Dil me sirf Aap rehte ho Qki Aap Me hame RAB Dikhta hai
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Khawaish Hi Nahi Alfaaz Ki, Chahat Ko To Zarurat Hai Bas Ehsaas Ki, Paas Hote To Manzar Hi KyaHota, Door Se Khabar Hai Hume Aapki Har Saans Ki..!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS