• Categories
  • Love Quotes - SMS   16524
  • Bahut kuch sikha jaati hai zindgi, Hansa k rula jati hai zindgi.. Jee sako jitna utna jee lo doston, Kyuki bahut kuch baaki rehta hai, Aur khatam ho jati hai zindgi..
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • FROM MY HEART Zara phaila ke rakhna apni in bahoon ko sanam, aarzoo h ki ek bar phir se inme phana ho jaun. KUNWAR SURENDRA SINGH MANKARI (SIKAR)
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Lab Khulte Hai Band Ho Jate Hai, Sacche Dost Milte Hai Bichad Jate Hai, Per Jab Saath Bitaye Din Yaad Aate Hai Toh Hasti Aankhon Se Bhi Aansoo Nikal Aate Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • SuKun ApNe DiLka MeNe KhoDiya KhuDko TanHai K SmaNdr Me DuBodiYa Jo Thi MeRe MusKraNe Ki WaJah Aaj UsKi Kami nE MeRi PlKo Ko BhiGo Diya.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • "Kahun Ke Kia Ho Tum....?" Mere liye meri Duniya ho Tum,Cho k jo Guzre wo Hawa ho Tum,Maine jo Mangi wo Dua ho Tum,Kya maine Mehsos wo Ehsas ho Tum,Meri Nazar ki Talash ho Tum,Meri Zindagi ka Qarar ho Tum,Maine jo Chaha wo Pyar ho Tum,Mere Intizar ki Rahat ho Tum,Mere Dil ki Chahat ho Tum,Tum ho tu Duniya hai Meri,Kaise Kahun ke Sirf Pyar Nahin,Meri JAAN ho Tum.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Ishq hai to ishq ka izhar bhi hone chahiye, Aadmi ko shakl se bimar bhi hona chahiye, Yaadon ko keh do, do chaar din ki chhuti de de, Akhir ishq mein itvaar bhi hona chahiye.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Do Meethi Baato Se Nahi Hota Pyar.. Har Phool Nahi Banta Gale Ka Haar.. Yu To Zndgi Me Kayi Aate Hain Aur Chale Jaate Hain.. Lekin Har Koi Nahi Banta Aap Jaisa Dildar..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Agar wo apni Mohabat Hume banale hum Unka har khwab apni palko Pe Sajale karegi kaise maut hame unse juda Agar vo hame apni RUH me basale.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Sapane hai aankho me magar nind kahi aur he. Dil to he jism me magar dhadkan kahi aur he. Kese bya kare apna hal-e-dil? Jee to rahe he magar zindgi kahi aur he
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Zindgi Ki Hqiqt Sirf Itni Hoti H Jab Jagta H Insan To KismtSoti H Insan Jis Pr Apna Hq Khud SeJyada Smjta H Wo Amant Aksar Kisi Or Ki Hoti H
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • khushiyon k aarzu me muqaddar so gye... aandhi aisi ayi k apne b kho gye... Kya khub tha unka andaaz e mohobbat.. Pyar dene aye the aur palke bhigo gye....
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Khamosi Se Suno Wo Awaaz Hamari Hogi.. Mehfil Me Jo Tanha Kar Jaaye Wo Yaad Hamari Hogi.. Jab Kabi Bhi Sochoge Hamare Pyar Ko.. To Har Taraf Khusiyan Hongi Par Kami Hamari Hogi..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • "PAL"PAL" intazar kia is "PAL"K liye Wo"PAL"aaya b to ik"PAL"k liye Ab har"PAL"dua he us"PAL"k liye Kash phir aajay wo"PAL"ik "PAL"k liye.. °•»•»•¨мaн騕«•«•
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Payasi nigahon ne un ka Deedar mana hai . jaise Amawas ki raat me chand maga ho. rooth gaya ab to khuda bhi ham se jab se ham ne har dua me un ka sath maga hai ..
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Awesome lines... . . "I m proud of my heart:)... . You know why??? People played with its emotions, loved it, broke it. But somehow it still works!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kuch Baat Hai tumhaRi BaatoN MeiN Jo Baat YaHaN TaK aa PoHaNchi HaM Dil Say Gaye, Dil Tum Pay GaYa Aur Baat YaHan TaK aa PoHaNchi
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Har jhil me kamal khila nhi karta. Har ship me moti mila nhi karta. Ye to khud ko taras aaya ap par warna ham jaisa dost sabko mila nhi karta. Rahul9165667719
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Dil tha galaj jo sayar ne churaya, lafjo me byan karke uska arj bataya, diwana tha ye v kisi dost ki dosti ka, par us dost ne hi is nachij dil ko dukhaya. . . By RAVIRAJ GUPTA (S.R.S.)
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS