Husn wale v khub wafao ka sila dete hai,har mod par 1 nya jakhm dete hai, ae dost es jahan me koi apna nahi ,jab aag lagti hai to patte v hawa dete hai..
Jaha unki yaad na aaye wo tanhai kis kaam ki
.
Bigade rishte na bane to yaari kis kaam ki
.
Beshak apni manzil tak jana he par
.
Jaha se dost na dikhe wo uchai kis kaam ki..
नोट :dollar: इकट्ठा करने की बजाय दोस्त :two_men_holding_hands::two_men_holding_hands::two_men_holding_hands: इकट्ठा किये है हमने इसीलिए आज पुराने भी चल रहे है.
Dosti ke bhari panno ki kitab ho tum,
rhiston ke pholon ka gulab ho tum,
log kehte hain dost sacche nahi hote.P
lekin logon ke sare sawalon ka jawab ho tum.
Koi-koi dost itna khas hota hai,
najro se dur pr yaado me paas hota hai,
kabhi-kabhi hi ata hai paigan unka pr
har paigam se apnepan ka ehsas hota hai.
Hatho me hai lakiren hazar,
kisi me gum to kisi me khushiyan beshumar,
na jane vo kaun c lakir hai yaar,
Jisme likh diya khuda ne aap jaise Dost ka Pyar