Poem on "DOST":
Oye mere dost,
Andhere k ghost,
Double ande k toast,
Bujhe hue lamp k post,
Murgi k rost,
Flop show k host,
BUT, I miss u most,
Oye mere Dost.
Hume Unse Koi Shikayat Hi Nahi,
Shayad Humari Kismat Me Dosti Hi Nahi,
Meri Takdeer Likh Kar To Khudabhi Mukar Gaya,
Pucha To Bola Ye To Meri Likhawat Hi Nahi…
koi hai jo mere liye DUA karta hai,
Koi hai jo apno me mujhe bhi gina karta hai,
bahot khushnaseeb samazhta hun khudko main,
Jo door rehkar bhi mujhe roz koi yaad kiya karta hai...!!
Dosti To Jeene Ka Sahara Hoti Hai
Us Khuda Ke Hone Ka Ishara Hoti Hai
Yeh Wo Ehsaas Hai Jisko Lafzon Mei Byaan Nahin Kar Sakte
Sailaab-E-Gham-E-Ulfat Mei Yahi To Kinara Hoti Hai..
Dosti koi khoj nhi hoti,
.
dosti kisi se roj nahi hoti,
.
apni zindgi me hamari maujudagi ko bewajh mat samjhana,
.
qki palke kabhi aankho per bojh nahi hoti.
Agar dost hai to aansu bhi shaan hoti hai.
Agar dost na ho to mehfil bhi samshaan hoti hai. ..
Saara khel dosti ka hi hai Varna...
Janaaja or baraat ek saman hoti hai...