• Categories
Location |   Home >> Mix SMS >> Dosti SMS
  • Dosti SMS   241
  • Hm kuch is tarh dosti nibayng Agr naukri na mili to bilkul ni ghbraynge Dono stn pe chai k dukan lgayng Tum chai bnana Hum chai-chai chilaynge..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Kuda ki rahmat sare sansar par barse mere hise ki rahmat mere yaar par barse ae khuda muje kr dena pani agar mera yar kabhi pyas ko tarse
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Dost Pyar Se Bhi Bada Hota Hai, Har Sukh Or Gam Me Sath Hota Hai, Tabhi To Krishna, Radha Ke Liye Nahi Sudama Ke Liye Rote Hai, Kyun Ki Har Ek Friend Zaruri Hota Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • :kissing_heart:☆➞प्यार :two_hearts:करोगे:kissing_closed_eyes: तो:sunglasses: परेशान:unamused: रहोगे➞,:couple_with_heart:सादी :man:करोगे :neutral_face:तो उदास:worried: रहोगे,➞:heart:लव :thumbsup:करोगे :japanese_goblin:देवदास???? रहोगे ओर :muscle:हमसे :couple:दोस्ती :couple:➞करोगे :kissing_heart:तो :joy:बिंदास:joy: रहोगे।:laughing:
  • 9 years ago



    Tags : Friendship SMS , Dosti SMS
  • Rishta He Apka Ya Rishto Me Ho Aap Yad He Apki Ya Yado Me Ho Aap Jante Nhi Hum Bas Itna Bta Do Ki Ap Dost Ho Hmare Ya Dosti Ka Mtlab Ho Ap
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Yaadon me aane wale tera sukriya, Dil ko bahlaane wale tera sukriya, Koun karta hai Jamaane me itni Dosti.. Hame apna Dost Banane wale tera Sukriya..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Zindgi Gujar jaye par pyar kam na ho., Yaad Rakhna Chahe paas Hum na ho., Qayamat Tak chalta Rahe dosti ka safar, Dua karo rab se kabhi ye rishta khatma na ho.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Dosti phool nahi jo murjha jaye, Dosti mousam nahi jo badal jaye, Dosti toh dharkan hai jo chale to sab kuch hai, Aur agar na chale toh kuch bhi nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Kuch Kehte Hai Dosti Hai Pyar Kuch Kehte Hai Dosti Hai Zindagi Lekin Hum Kehte Hai Dosti Hai Dosti Jis Se Badh Kar Naa Pyaar Hai Naa Zindagi
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Aap ka ashyina dil me basa rakha hai, Aap ki yadoo ko sine se laga rakha hai, Pata nahi yaad aap hi kyu aate ho, Dost to humne auron ko bhi bana rakha hai.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • "Kaho usi se, jo na kahe kisi se" "Mango usi se, jo dede khusi se" "Chaho usi ko, jo mile kismt se" "Dosti karo usi se, jo nibaye dil Se.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Zarurat Hai AApki Hame Umar Bhar Ke Liye Dur Na Jaana Pal Bhar Ke Liye Dil Me Rehna Ek Ehsaas Banke Sada Hamare Paas Rehna Khaas dost Banke.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Pyar karne wale Pyare nahi hote, Dil dene wale Dildar nahi hote, Prem karne wale Premi nahi hote, Lakin.. roz YAAD karne wale "DOST" Zarur hote hain.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Bahut Khubsurat He Ye Dua Humari * Phulo K Tarha Mehke Ye Zindagi Tumhri * Hame Kya Chahiye Or Zindagi Me * Kabi Khatm Na HoBas Ye Dosti Hu...
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Hum to Dosti Ka farz yuhi nibhate Rahenge, Waqt Bewaqt yad aakar tadpate rahenge, Dua mango Mere MauTki, Warna Zinda rahe to yuhi satate rahenge.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • AanDhi Ki TaRah AaTe HaiN, OR TuFan Ki TaRah ChaLe JaTe HaiN Ye DoSt Bhi AjiB HoTe HaiN Na, BuRe WaQt MeiN SaTh ChoR JaTe HaiN.!!
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS