• Categories
Location |   Home >> Mix SMS >> Dosti SMS
  • Dosti SMS   241
  • Dost saath ho to rone mein bhi shaan hai, Dost na ho to mehfil bhi shamshaan hai, Saara khel in Dosto ka hi hai, Varna.. Janaza aur Baarat sale dono hi ek saman hai.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Mere Sapno Mein Ek Pyara Sa Dost Aata Hai, Uske Saath Gujra Har Wo Pal Yaad Aata Hai, Dil Karta Hai Yeh Lamha Yahi Ruk Jaye, Kyun Woh Sapna Subah Hote Hi Toot Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Fulo ne mosam ko suhana banaya he Pedo ne Dharti ko Dulhan ki tarah sajaya he A khuda meri sari khusiya usko dena JISNE muje apna"DOST" Banaya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Kuch Kehte Hai Dosti Hai Pyar Kuch Kehte Hai Dosti Hai Zindagi Lekin Hum Kehte Hai Dosti Hai Dosti Jis Se Badh Kar Naa Pyaar Hai Naa Zindagi
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Jiye Hue Lamho Ko Zindgi Kahta H Jo Dil Ko Sukun De Use Khushi Kahte H Jiske Hone Ki Khusi Se Zindgi Mile Aise Hi Riste Ko Hum DOSTI Kahte H
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Kabhi Masti-Kabhi Jhagda, Kabhi Aansu-Kabhi Hansi, Chota Sa PaL-Choti Choti Khushi, ek Pyar ki Kashti or dher saari masti Bas Isi ka Nam to h "DOSTI".
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • ZinDagi MiLti H HiMMat WaLo Ko, KhuShi MiLti H TakDir WaLo Ko. Pyar MiLta H DiL WaLo Ko, Aur Aap JeSa YAAR MiLta H NaSib WaLo Ko..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • :kissing_heart:☆➞प्यार :two_hearts:करोगे:kissing_closed_eyes: तो:sunglasses: परेशान:unamused: रहोगे➞,:couple_with_heart:सादी :man:करोगे :neutral_face:तो उदास:worried: रहोगे,➞:heart:लव :thumbsup:करोगे :japanese_goblin:देवदास???? रहोगे ओर :muscle:हमसे :couple:दोस्ती :couple:➞करोगे :kissing_heart:तो :joy:बिंदास:joy: रहोगे।:laughing:
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS , Dosti SMS
  • aapki aarzu me hamne baharo ko dekha, apke khayalo me hamne sitaro ko dekha hame pasand hai aapki dosti warna in aankho ne to hazaro ko dekha hai.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Ek dost mila hai dil lagane k liye. Ek dost mila hai pyar jatane k liye. Aye khuda is dost ko juda na krna, Kyunki ye dost mila hai saath nibhane k liye.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Zindgi Gujar jaye par pyar kam na ho., Yaad Rakhna Chahe paas Hum na ho., Qayamat Tak chalta Rahe dosti ka safar, Dua karo rab se kabhi ye rishta khatma na ho.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Log kehte he ki jis se humne dosti ki he, wo chand ka ek tukda he, Hum kehte he ki jis se humne dosti ki he chand uska ek tukda he.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Teri meri dosti ka afsana bhi hai Is me pyar ka khazana bhi hai Isliye chahte hain aapse Teddy Bear mangna Or aaj to mangne ka bahana bhi hai
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Hume Unse Koi Shikayat Hi Nahi, Shayad Humari Kismat Me Dosti Hi Nahi, Meri Takdeer Likh Kar To Khudabhi Mukar Gaya, Pucha To Bola Ye To Meri Likhawat Hi Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS , Dosti SMS
  • Kuch Ehsason Ke Saye Dil Ko Chu Jate Hain, Kuch Manzar Dil Mein Utar Jate Hain, Bejan Gulshan Mein Bhi Phool Khil Jate Hain, Jab Zindagi Mein Aap Jaise Dost Mil Jate Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Sath Do Humara Jeena Hum Sikhayenge Manzil Tum Pao Rasta Hum Banayenge Khush Tum Raho Khushiya Hum Dilayege AAP Bas DOST Bane Raho Dosti Hum Nibhayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • DoSti hi shayad jindgi hoti h, jo har dil me basi hoti h, vaise to sabhi akele ji lete h, Magar phir bhi ek dost ki jarurat sabhi ko hoti h.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Dosti ko pyar se sajaya aapne Dur hote huve bhi rista nibhaya aapne Kabhi bhula nahi payege hum aapko Kyuki yaad rakhna bhi sikhaya aapne
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS