Toofan main bikharte chale gaye.
Tanhaiyo ki gehraiyo main utrarte chale gaye.
Jannat the har shaam jin dosto k sath.
Ek-Ek karke sab bichadte chale gaye.
Dost saath ho to rone mein bhi shaan hai,
Dost na ho to mehfil bhi shamshaan hai,
Saara khel in Dosto ka hi hai,
Varna..
Janaza aur Baarat sale dono hi ek saman hai.
Aapke lakho dosto mai 1 hu mai,
aapko na dikhega wo sitara hu mai,
itana to muze bhi yakin hai mere dost,
karoge sabse ache dost ki ginati
to sabse LAST hai hum…!
Raat ho to moon jalta hai.
Garmio me july or june jalta ha.
Pyar ho jaye to chain or sukun jalta ha.
Or aap jaise pyara dost msg na kare to
khoon jalta ha...
Pyaar ki wo hansi tasveer kahan say laun,
Teri dosti say acchi taqdeer kahan say laun,
Har janam mein mile saath tera,
Ab tu hi bata apne hathon mein wo LAKIREN kahan say laun...!
Aapki aankhon main milegi humain panah,
Chahe samjho dil lagi ya samjho apna,
Bhaley he humain koi DEEWANA karar de,
Hum to ho gaye aapki dosti main fannah