Hum kisiko dost banale fir dilse door nahi karte
Use pyar karne par majbur nahi karte
Akela to wo chaand bhi hai sitaaro ke beech
Lekin sitaaro ko roshni se kabhi door nahi karte
Hum mom hai aapke liye pighal jayenge,
Ban ke diya aapki raho main jal jayenge,
Agar na ho pasand humari dosti to bata dena,
Ban ke dua aapke dil se nikal jayenge,
Toofan main bikharte chale gaye.
Tanhaiyo ki gehraiyo main utrarte chale gaye.
Jannat the har shaam jin dosto k sath.
Ek-Ek karke sab bichadte chale gaye.
:blush::blush:अगर कभी :man:हम #Msg :calling: ना करे,:heart_eyes: :heart::expressionless:तो #दिल_छोटा:heart: ना करना, बस_दिल :heart:पर #:heart::heart_eyes:हाथ_रखना :raised_hand:और कहना:lips: #शायद आज हमारा:point_right::heart::heart_eyes: :couple:#दोस्त_मोबाइल :calling:से नहीं, #दिल:heart: से #याद:couple_with_heart: कर रहा है” :blush:
Dosto se dur hona majburi hoti he
Hakikat ki duniya bhi jaruri hoti he
Kaun si hasrat he jo sapno se puri hoti he,
Dost na ho to har khushi adhuri hoti he,
Mere Sapno Mein Ek Pyara Sa Dost Aata Hai,
Uske Saath Gujra Har Wo Pal Yaad Aata Hai,
Dil Karta Hai Yeh Lamha Yahi Ruk Jaye,
Kyun Woh Sapna Subah Hote Hi Toot Jata Hai.
Aksar Log Apne Dost Ki Tarif Karte Rehte Hai Taki Wo Unse Juda Na Ho Jaye,
*
Hum Isiliye Khamosh Rehte Hai Taki Humare Dost Par Koi Aur Fida Na Ho Jaye..
Sath Do Humara Jeena Hum Sikhayenge
Manzil Tum Pao Rasta Hum Banayenge
Khush Tum Raho Khushiya Hum Dilayege
AAP Bas DOST Bane Raho Dosti Hum Nibhayenge.
Yakin pe yakin dilate hain dost,
raah chalte ko bewkøøf banate hain dost,
sharbat bol k daru pilate hain dost,
par kuch b kahe sale bahut yaadate hain dost.
Dosti is somthing that can not hate.
Dosti is passion we can never rate.
Dosti can happen anytime early or late.
Dosti is only medicine without expiry date. . .
Jaise ache Dost saare nahi Hote ,
kuch hamare hokar bhi hamare nahi Hote ,
Aapse Dosti karne k baad mehsus Hua , Kaun kehta hai Zamee par taare nahi Hote .