Doston ki dosti ne , Dosti me uljha diya,
Dost mila unme aisa k jisne pyar jga diya,
Fir tod k mera dil, mujhe sari umar rula diya,
Bs is tarah mujhe duniya ne dosti aur pyar sikha diya..
Imandari Ki Kamai Moti Hoti Hai,
.
Manzil Pane Ki Zid Ho To Rahe Choti Hoti Hai,
.
Naye Dost Chahe Jitne Banalo,
.
Purane Kamino Ki Baat Hi Kuch Or Hoti Hai.
Husn wale v khub wafao ka sila dete hai,har mod par 1 nya jakhm dete hai, ae dost es jahan me koi apna nahi ,jab aag lagti hai to patte v hawa dete hai..
Hatho me hoti he lakire hazar,
kisi me gum to kisi me khusiyo ki bahar,
Na jane wo kon si lakir hai YAAR,
jisme KHUDA Ne likh dia aap jaise DOST ka PYAR.
Poem on "DOST":
Oye mere dost,
Andhere k ghost,
Double ande k toast,
Bujhe hue lamp k post,
Murgi k rost,
Flop show k host,
BUT, I miss u most,
Oye mere Dost.
नोट :dollar: इकट्ठा करने की बजाय दोस्त :two_men_holding_hands::two_men_holding_hands::two_men_holding_hands: इकट्ठा किये है हमने इसीलिए आज पुराने भी चल रहे है.