Kuch Ehsason Ke Saye Dil Ko Chu Jate
Hain,
Kuch Manzar Dil Mein Utar Jate Hain,
Bejan Gulshan Mein Bhi Phool Khil Jate
Hain,
Jab Zindagi Mein Aap Jaise Dost Mil Jate Hain.
Dost saath ho to rone mein bhi shaan hai,
Dost na ho to mehfil bhi shamshaan hai,
Saara khel in Dosto ka hi hai,
Varna..
Janaza aur Baarat sale dono hi ek saman hai.
Ladte h dosto se pr jeetna nhi chahte..
Dosto se kbi bichadna nhi chahte..
Haqiqat h ki juda karegi Zindgi 1din,
Pr haqiqat me ham wo din dekhna nhi chahte.
My Advice -
Dhokha de ke dosti karo lekin
Dosti kar ke dhokha mat dena
Soch Ke Dosti karo
Leking Dosti karke mat Socho,
Dil Dukha ke Dosti karo
Lekin Dosti karne ke baad Dilmat dukhao.
:kissing_heart::kissing_heart:#फर्क तो अपने-अपने #सोच में है.... वरना:point_right::two_men_holding_hands::two_men_holding_hands::two_men_holding_hands: #दोस्ती भी:couplekiss::woman::heart::woman::couple_with_heart::man::heart::man: #मोहब्बत से कम नही होती.....!!!!:kissing_heart::kissing_heart:
Is duniya ki bhid me dost hzar milenge,
hm to kya hmse achhe hzar milenge,
achhi lgi ho dosti hmari to yaad kr lena,
hm kon sa aapko hr janam me baar-2 milenge.
Dosto se dur hona majburi hoti he
Hakikat ki duniya bhi jaruri hoti he
Kaun si hasrat he jo sapno se puri hoti he,
Dost na ho to har khushi adhuri hoti he,