Girti hoi dewar ka humderd hoon Lakin
charty hoy sourg ki prus-thish nahi karta
humdard e ehbab se drta hoo lakin
zakhm too rakhta hoo lakin nooma’ish nahi karta
Raat Soyi To Par Nind Meri Aankho Se Door Hi Rahi,
Palke Band Ki To Thi Par Unme Tumhara Hi Khawab Raha,
Na Chahte Huye Bhi Chhaya Raha Muj Par, Tumhari Baato Ka Ek Nasha,
Or Dhadkanome Tumhara Hi Nam Gunjata Raha,
Har Sans Ke Sath, Jitna Bhi Chaha Tumhari Socho Se Bhagna,
Utna Hi Tum Mere Karib Aate Gaye,
Tumhari Baato Me Khoti Huyi Ye Diwani,
Chupchap Se Piglati Rahi Shama Ke Mom Ki Tarah….
Kabhi Yaad Aaye To Pochna,
Zara Apni Kahlwat-E-Sham Se,
Kise Ishq Tha Teri Zaat Se,
Kise Pyar Tha Tere Naam Se,
Zara Yaad Karo Ke Wo Koun Tha,
Jo Kabhi Tujhe Bhi Azeez Tha,
Wo Jo Je Utha Tere Naam Se,
Wo Jo Mar Mita Tere Naam Pay,
Yehi Wafaoon Ka Hai Sila,
Magar Aisa Juram Tha Kon Sa,
Gay Hum Dua-O-Salam Se,
Na Kabhi Visal Ki Chah Ki,
Na Kabhi Firaaq Mai Aah Ki,
Mera Tareeqa-E-Bandagi,
Hai Juda Tareeqa-E-Aam Se…
Duniya me koi bhi cheez apne aapke ke liye nahi bani hain
Jaise Dariya – khud apna pani nahi peeta
Ped – khud apna fal nahi khate
Suraj – apne liye har raat nahi deta
Phool – apni khusboo apne liye nahi bhikherte
Maloom hai kyun ?
Teri Chahat Hi Ab Ibaadat Hai Meri,
Tu Kisi Aur Ki Ho Ye Kabhi Khuda Na Kare,
Tu Mujhe Chaahegi, Yahi Socha Hai Sada,
Teri Ankho Me Ho, Bus Surat Hi Meri,
Khwab Kisi Gair Ka Ho Ye Khuda Na Kare…
Teri Raho Me Wafa, Dil Liye Baitha Hun,
Tu Jidhar Se Guzre, Jan Liye Baitha Hun,
Kabhi Didar Na Ho Tera Ye Khuda Na Kare,
Mera Dil Mera Nhi, Jism Jaan Meri Nhi,
Sab Hai Ab Teri Nazar, Ruh Mere Naam Nhi,
Khaq Tere Naam Na Ho Ye Khuda Na Kare…
Yaara...
Manzilein ruswa hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye
Itni si ilteja
Ye meri zamaanat hai Tu meri amaanat hai aa... Mujhko iraade de
Kasamein de, waade de
Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare
de
Dil ko thikaane de naye bahaane de
Khabon ki barishon ko mausam ke paimane de
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein Sun raha hai naa tu
Ro rahi hun main