• Categories
  • Love Quotes SMS   174
  • Meri Khushiyon Ko Mitaane Par Tuli Hai Duniya Dekh Kar Mera Aashiyan Jaane Kyon Jali Hai Duniya Mere Hontho Par Tabssum Kya Sajne Lage Fir Purane Dushmano Ki Tarah Mujhse Mili Hai Duniya.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Unki Aankhe Hume Apni Zindagi Lagti Hai Unki Saanse Hume Apni Bandagi Lagti Hai Ashiqi Mein Unki Humara Haal Kuch Iss Tarah Hua Hai Ki Ab Toh Unki Nafrat Bhi Humme Mohabbat Si Lagti Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Tute Hue Phool Khusbu De Jate He, Bite Hue Pal Yaadein De Jate He, Har Shakhs Ka Apna-apna Andaz Hota He, Koi Pyar Me Dosti.. To Koi Dosti Me Pyar De Jata He.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Khwab To Humne Bhi Dekha Tha Aashiyane Ka, Varna Shauk Humko Bhi Nahi Tha Veerane Ka. Base Basaaye Nasheman Per Girate Hain Bijliyan, Dastoor Ye Maloom Nahi Tha Zalim Zamaane Ka.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Roz tera intezar hota hain, Roz yeh dil be-qarar hota hai Kash ke tum samajh sakte ki Chup rehne walo ko bhi Kisi se pyaar hota hain…!!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Chaahenge Umar Bhar Hum Subah Sham Tumko Humne Bana Liya Hai Dil Ka Arman Tumko Mere Siva Kisi Par Nazarein-Karam Na Karna Sitam Koi Karna Bas Ye Sitam Na Karna Apne Dil Se Ye Pyar Kam Na Karna.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Teri Aankhein Dekhkar Paimaano Ko Bhool Baitha, Tere Honthon Ko Choomkar Maikhano Ko Bhool Baitha, Yoon Tere Ishq Ne Mujhko Deewana Kar Diya, Main Dunia Ke Tamaam Deewano Ko Bhool Baitha.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Ab Koi Khwab Sunehra Nahi Dekha Jata, Tumhare Siva Koi Aur Chehra Nahi Dekha Jata, Mere Mehboob Mujhe Teri Aankhon Ki Kasam, Mujhse Siskata Hua Ye Savera Nahi Dekha Jata.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Anjaan Hai, Anjaan Hi Rahne Do Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do Kyoun Badnaam Karte Ho Humara Naam Leke Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Dil ki hasrat zuban pe aane lagi Tune dekha aur zindagi muskurane lagi Ye ishq ki inteha thi ya deewangi meri Har soorat me soorat teri nazar aane lagi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Duniya K Aage Majboor Na Honge Nazro Me Teri Kbhi BeNoor Na Honge ZinDagi BHar Saath NibhaYenge TeRa Vaada H Kabhi Tumse Door Na Honge
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Har Ahaat Pe Ehsaas Humara Dilayegi, Hawa Kissa Humara Sunayegi, Aapke Dil Me Itni Yaade Chhod Jayenge, Na Chahte Hue Bhi Apko Yaad Humari Aayegi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Har Raat Ke Chand Ka Noor Hai Aapse Har Subah Ki Oss Ka Garoor Hai Aapse Kehna To Nahi Chaahte Par Mar Jayenge Rehkar Door Aapse
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS