Aapki hasi bahut pyaari lagti hai,
aapki har khushi hamein hamari lagti hai,
kabhi door na karna khud se humein,
aapki dosti humein jaan se bhi pyaari lagti hai.
Koi Chand Sitaraa Hai,
Koi Phul Se Pyara Hai.
Koi Khusi Ka Ishara Hai,
Koi Dil Ka Sahara Hai.
Jo Dost dur rehkar bhi Hamara hai,
Wo Naam Sirf Tumhara Hai
Dosti Kabhi Musibat Nahi Hoti Bin Chahat Khwaish Puri Nahi Hoti
Apni Zindagi Me Hamari Mojudgi Ko Bevazah Na Samjhna,
Q K Palke Ankho Par Kabhi Boz Nhi Hoti.
रब ने नवाजा हमें जिंदगी देकर;
और हम शौहरत मांगते रह गये;
जिंदगी गुजार दी शौहरत के पीछे;
फिर जीने की मौहलत मांगते रह गये।
ये कफन, ये जनाज़े, ये कब्र, सिर्फ बातें हैं मेरे दोस्त,
वरना मर तो इंसान तभी जाता है जब याद करने वाला कोई ना हो...!!
Doston Ke Mehfil Me Har Gum Bhul Jate Hai,
.
Akele Hokr Bhi Tanhaiyon Ka Humdum Bhul Jate Hai,
.
Pyaar Se Mili To Bas Mili Hai Ruswaiyan..
.
Yaaron Ki Khusi Me Har Gum Bhul Jate Hai.
Duniya-Dari Me Hum Thode Kachche Hain.
Mgr Dosti K Mamle Hum Bahut Sachche Hain.
Hamari Sachchai Bas Isi Baat Pr Kayam Hai
Ki Humare Dost Humse B Achchhe Hain.
Husn Wale Kyu Wafao Ka Sila Dete Hai,
Har Mod Par Ek Jhkam Naya Dete Hai,
Aye Dosti Iss Jaha Mein Koi Apna Nahi,
Jab Aag Lagti Hai To Patte Bhi Hawa Dete Hai.
Aye meri zindagi ke humsafar,
Meri dhadkano mai rawani tum se hai.
Teri har khushi se khushi hai meri,
Aur ankho me pani tum se hai.
Mai pal pal tadapta hu tere liye,
Meri ye zindagani tum se hai.
Mai har baat sochta hu tere liye hi,...
By Hareram
Har Ibadat Mein Yaad Karta Hu Tujhe,
Ae Dost Teri Salamati Ke Siva Kya Chahiye Mujhe,
Meri Har Dua Mein Tere Liye Mangli Hai Muskurahat,
Aye Mere Dost Tu Jaha Bhi Rahe Sada Khus Rehna.
Har pal pe apka hi naam hoga,
apke har kadam pr duniya ka salam hoga,
muskilon ka samna himat se krna ae dost,
dua h meri 1 din waqtbhi aapka gulam hoga.
Mulakaat maut ki mehmaan ho gayi hai…
Nazar ki zindigi sunsaan ho gayi hai….
Ab meri saans bhi meri nahin rahi….
Ye Zindagi aapki dosti par kurbaan hogayi hai…
Dosti dard nahi khushiyo ki sougat hai.
kisi apne ka zindagi bhar ka sath hai.
ye to dilo ka wo khubsurat ehsas hai,
jiske Dam se Roshan ye sari Kaynat hai.