Mohabbat Har Insaan Ko
Aazmati Hai, Kisi Se
Rooth Jaati Hai Par Kisi
Pe Muskurati Hai, Mohabbat
Khel Hi Aisa Hai, Kisi Ka
Kuch Nahi Jaata Kisi Ka
Sab Kuch Chala Jaata Hai!
Dooor Hoke Bhi
Hamesha Pass Hi Rahunga
Jo Bass Gaya Hai Dil Pe
Usse Kaise Bhula Paungi
Badalna To Naam Hai Zindagi Ka
Karna Hai Yeh Sweeker
Mere Khyal Se Na Badlega
Insaniyat Aur Pyar
Itni Shiddat Se Toh Barsaat
Bhi Kam Kam Barse Jis Tarha
Aankh Teri Yaad Me Cham Cham
Barse Minatey Kaun Kare Ek
Gharaundey Ke Liye Kahedo
Baadal Se Barastaa Hai Toh
Jam Jam Barse.
Is Husn Ka Didar Hum Bar
Bar Karte Hai, Har Pal Hum
Aapka Iktiyar Karte Hai,
Waqt Mile To Humse Aitbaar
Kar Lena, Warna Aapka Intzar
Hum Har Bar Karte Hai..
Iss husn ka didar hum bar bar kerta hai…
her pal hum apka iktiyar kerte hai…
waqt mila to humse atebar ker lena…
verna apka intezaar to hum har bar kerte hai…
Payar kamjor dil se kiya nahi jata,
Zeher Dushman se kabhi liya nahi jata,
Dil mein basi hai ulfat jispyar ki,
us dilruba ke bina ek pal bhi jiya nahi jata.
Din Ghoote Ghoote, Shamein Dhuaan Dhuaan Ho Gayi
Aur Raatein, Intezar Ki Tere Dastan Ho Gayi
Kahan Se Dhundhkar Layun Sakoon Dil Ka Apne
Zindagi Jab Dard Ki Ek Dastan Ho Gayi
Bewafa Bankar Kaise Jee Lete Hain Log Hanskar
Is Raj Ko Jaan-ne Mein Hi Hasti Fanna Ho Gayi
Main Kab Tak Bharm Mein Rakhun Khud Ko
Duniya Kehne Lagi Ki Tu To Bewafa Ho Gayi.
Haal Apna Tumhein Batana Kya, :heart: Cheer Ke Dil Tumhein Dikhana Kya, :heart:Wahi Rona Hai Sadaa Ka Ab Bhi, Daastaan Phir Wohi Dohrana Kya, Bekarari Hi Hai Judaai Mein, :heart: Gham Ki Baatein Tumhein Sunana Kya, :heart:Meri Chuppi Mein Teri Mohabbat Hai, Bewajaha Honthon Ko Hilana Kya.
:heart:हाल अपना तुम्हें बताना क्या, चीर के दिल तुम्हें दिखाना क्या, वही रोना है सदा का अब भी, :heart: दास्ताँ फिर वो ही दोहराना क्या, :heart:बेकरारी ही है जुदाई में, ग़म की बातें तुम्हें सुनना क्या, मेरी चुप्पी में तेरी मोहब्बत है, :heart: बेवजह होंठों को हिलाना क्या।